Vasa Hai Bhagto Ke Dil Me Naam Bhole Nath Ka (वसा है भगतो के दिल में नाम भोले नाथ का - भजन)


Shiv Apnon Se Naam Suna Hai Tere Dhaam Ka,
Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥
Sab Devo Mein Dev Niraale Mere Aughadadaani Re,
Mahima Se Bhar Dete Jholi Ho Jo Teri Khaali Re,
Chhu Ke Charan Jo Ganga Maiya Ka Jay Ho Vishav Naath Ka,
Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥

Sankat Dere Jab Bhakto Ko Pal Mein Tu Aa Jaata Hai,
Rank Se Raaj Banate Hai Baba Kismat Badal Hi Jaata Hai,
Shivam Bhi Teri Kar Pooja Jap Tere Naam Ka,
Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥

Sankat Mein Tere Bhagto Ne Baba Tujhe Hi Pukara Tha,
Pal Mein Aake Baba Tune Sab Sankat Ko Taala Tha,
Khada Darsh Ke Lie Satindar Bana De Kaam Ka,
Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥
वसा है भगतो के दिल में नाम भोले नाथ का - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव अपनों से नाम सुना है तेरे धाम का, वसा है भगतो के दिल में नाम भोले नाथ का ॥
Bhajan Somvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Ayodhya Wasi Ram

Ayodhyawasi Ram, Dasharath Nandan Ram, Janaki Jeevan Ram

Ram Bhajan - Jag Gayi, Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Ram Ji Ka Aagman Ayodhya Saari Saj Gayi, Jag Gayi Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Kanha Teri Kabse Baat Niharun

Kanha Teri Kabse, Baat Niharun, Baat Niharu Tujhe, Pal Pal Pukarun ॥ Bandh Li Kanha Tose

Ram Raj Fir Se Aayil Ba

Ram Mandir Mein Ayile,Ram Raaj Ab Phir Se Aail Ba, Kab Se Lagal Aas Purail, Sab Jan Ke Manava Harasail