Vindhyachal Ki Vindhyavasini Naman Karo Swikar Maa (विंध्याचल की विंध्यवासिनी, नमन करो स्वीकार माँ: भजन)


Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥
Dhup Nariyal Phool Chadhane,
Dhup Nariyal Phool Chadhane,
Laye Tere Darwar Maa,
Maiya Laye Tere Darwar Maa,
Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥

Paan Supari Dhwaja Nariyal,
Paan Supari Dhwaja Nariyal,
Le Ho Phoolan Ke Haar Maa,
Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥

Laal Chunar Maa Laal Hi Chola,
Laal Chunar Maa Laal Hi Chola,
Laye Tera Srungar Maa,
Maiya Laya Tera Srungar Maa,
Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥

Paanch Bhakt Maee Jas Tore Gawe,
Paanch Bhakt Maee Jas Tore Gawe,
Ho Ja Dayal Krapal Maa,
Maiya Ho Ja Dayal Krapal Maa,
Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥

Vindhyachal Ki Vindhyavasini,
Naman Karo Swikar Maa,
Mera Naman Karo Swikar Maa ॥
विंध्याचल की विंध्यवासिनी, नमन करो स्वीकार माँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
विंध्याचल की विंध्यवासिनी, नमन करो स्वीकार माँ, मेरो नमन करो स्वीकार माँ ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,