Vo Lal Langote Wala Mata Anjani Ka Lala (वो लाल लंगोटे वाला, माता अंजनी का लाला - भजन)


Vo Laal Langote Wala,
Mata Anjani Ka Lala,
Bhakton Ke Kastha Mitaye,
Bipada Ko Dur Bhagaye,
Ase To Salasar Vala Hai,
Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥
Salasar Main Dekho,
Bhawan Bana Hai Bhari,
Sone Aur Chandi Ki,
Chamak Anokhi Nyari,
Mandir Ki Chata Nirali,
Sudh Budh Kho Dene Wali,
Mandir Ki Chata Nirali,
Sudh Budh Kho Dene Wali,
Ase To Salasar Vala Hai,
Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥

Sundarkand Kare Jo,
Hanumat Khus Ho Jaye,
Unpar Kirapa Ho Jaye,
Hanuman Chalisa Gaye,
Nit Path Kare Jo Inka,
Ye Dhyan Rakhe Hai Unka,
Nit Path Kare Jo Inka,
Ye Dhyan Rakhe Hai Unka,
Ase To Salasar Vala Hai,
Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥

Chod Duniyadari,
Moh Maya Ko Tyago,
Bhakt Siromani Hai Ye,
Bhakti Ka Var Mange,
'Binnu' Bhakti Mil Jaye,
Rasta Roshan Ho Jaye,
'Binnu' Bhakti Mil Jaye,
Rasta Roshan Ho Jaye,
Ase To Salasar Vala Hai,
Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥

Vo Laal Langote Wala,
Mata Anjani Ka Lala,
Bhakton Ke Kastha Mitaye,
Bipada Ko Dur Bhagaye,
Ase To Salasar Vala Hai,
Bhakto Ka Rakhwala Hai ॥
वो लाल लंगोटे वाला, माता अंजनी का लाला - भजन - हिन्दी में पढ़ें
वो लाल लंगोटे वाला, माता अंजनी का लाला, भक्तों के कष्ट मिटाए, विपदा को दूर भगाए, ऐसा तो सालासर वाला है, भक्तो का रखवाला है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Bhole Teri Leela Anokhi

Bhole Teri Leela Anokhi, Shankar Teri Leela Anokhi, Hai Gajab Ka Gola, Shiv Bum Bum Bum Bum Bhola,
Shiv Bam Bam Bam Bam Bhola ॥

Jisne Bhi Hai Sacche Man Se

Jisne Bhi Hai Sacche Man Se, Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya, Khus Hokar Ke Shiv Bhole Ne, Maanchaha Bardan Diya, Jisne Bhi Hai Sachhe Maan Se, Shiv Bhole Ka Dhyan Kiya ॥

Yahi Wo Tantra Hai Yahi Wo Mantra Hai

Bam Bhole Bam Bhole Bam Bam Bam, Yahi Wo Tantra Hai Yahi Vo Mantra Hai, Prem Se Japoge to Mitenge Saare Gam ॥

Bam Bam Bhola Pahna Sanyasi Chola

Bam Bam Bam Bam Bam Bhola, Pahna Sanyasi Chola, Kandhe Jhola Anmola Daal Ke, Darshan Karne Chale Hain Nandlaal Ke ॥