Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai (वृंदावन जाने को जी चाहता है - भजन)


Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai,
Raadhe Radhe Gane Ko Jee Chahta Hai,
Vrindavan Mere Banke Bihari,
Banke Bihari Kee Leela Hai Nyaaree,
Ye Naina Ladaane Ko Jee Chaahata Hai,
Radhe-Radhe Gane Ko Jee Chaahata Hai,
Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai
Vrndaavan Mein Yamuna Kinaara
Mera Dubakee LaGane Ko Jee Chahta Hai
Radhe-Radhe Gane Ko Jee Chahta Hai,
Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai

Vrndaavan Mein Nidhivaan Hai Pyaara
Mera Raas Rachane Ko Jee Chahta Hai
Radhe-Radhe Gane Ko Jee Chahta Hai,
Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai.

Vrindavan Mein Sant Bahut Hai,
Vrindavan Mein Bhagat Bahut Hai,
Sant Bahut Hai Rasik Bahut Hai,
Sheesh Jhukaane Ko Jee Chahta Hai,
Radhe-Radhe Gane Ko Jee Chahta Hai,
Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai.

Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai,
Raadhe Radhe Gane Ko Jee Chahta Hai
वृंदावन जाने को जी चाहता है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
वृंदावन जाने को जी चाहता है, राधे राधे गाने को जी चाहता है, वृदावन मेरे बांके बिहारी, बांके बिहारी की लीला है न्यारी..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanVrindavan BhajanSarojini Ghosh Bhajan

Other Popular Vrindavan Jane Ko Jee Chahta Hai Video

Swami Sri Rajeshwaranand Sarswati Ji Mahraj

Shri Chitr Vichtr Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Maa Ho To Aisi Ho Aisi Ho

Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho, Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho, Are Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho...

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye, Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Nau Nau Roop Maiya Ke To Bade Pyare Lage

Nau Nau Roop Maiya Ke To, Bade Pyare Lage, Bade Pyare lage, Sabse Paye Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage, Sabse Payre Maa Ke, Bhawano Ke Najare Lage ॥