Wo Hai Mahabali Bajarangbali (वो है महाबली बजरंगबली:भजन)


Na Koi Bhi Tod Hai Na Inki Shakti Ka Mol Hai,
Anjani Ke Raj Dulare Shree Ram Ke Bade Anmol Hai,
Naam Se Jinki Mere har Vipada Har Baar Tali,
Wo Hai Mahabali Wo Hai Mahabali Bajarangbali Wo Hai Mahabali ॥
Pavan Tanay Sankat Haran Mangal Murat Roop,
Ram Lakhan Sita Sahit Hruday Basau Sur Bhoop,
Om Han Hanumate Namo Namah Shree Hanumate Namo Namah,
Jay Jay Hanumate Namo Namah Shree Ram Dutay Namo Namah ॥
BhaktiBharat Lyrics

Ek Kud Mein Samundra Ko Langhe Bhoot Pishach Bhi Dhar Dhar Kampe,
Sine Mein Base Siya Ram Ji Subah Sham Bas Ram Ko Jape,
Meri Sanson Pe Ek Jinka Jisne Meri shaan Dhali,
Wo Hai Mahabali Wo Hai Mahabali Bajarangbali Wo Hai Mahabali ॥
वो है महाबली बजरंगबली:भजन - हिन्दी में पढ़ें
ना कोई भी तोड़ है ना इनकी शक्ति का मोल हैं, अंजनी के राज दुलारे श्री राम के बड़े अनमोल है, नाम से जिनकी मेरे हर विपदा हर बार टली, वो है महाबली वो है महाबली बजरंगबली वो है महाबली ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥