Hey Maa Mujhako Aisa Ghar De, Jisame Tumhara Mandir Ho, Jyot Jage Din Rain Tumhari...
Bhajan
Suno Maiya Meri Sarkar Daas Tera Ho Jaun
Suno Maiya Meri Sarkar, Aa Gaya Ab Main Tere Dwar, Daas Tera Ho Jaun, Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal, Main Tera Ho Jaun, Kuchh Aisa Kar Kamal, Main Tera Ho Jaun, Jhoothi Duniya Ka Hoon Philhal, Main Tera Ho Jaun ॥
Bhajan
Saj Dhaj Baithya Dadi Ji Lunrai Vara
Saj Dhaj Baithya Dadi Ji, Lun Rai Vara, Nijara Utara Maa Ki, Nijara Utara, Nijara Utara Maa Ki, Nijara Utara ॥
Bhajan
Aaye Ji Aaye Navrate Aaye, Bhakton Ko Maiya Darshan Dikhayen, Har Koi Maa Ko Niharta, Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka, Sundar Saje Darbar Ka, Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka, Sundar Saje Darbar Ka ॥
Bhajan
Sunle O Meri Maiya Mujhe Tera Hi Sahara
Sunle O Meri Maiya, Mujhe Tera Hi Sahara, Tera Hi Sahara Mujhe, Tera Hi Sahara ॥
Bhajan
Suno Bhawani Araj Hamari Daya Karo Maa Kripa Karo Maa
Suno Bhawani Araj Hamari, Daya Karo Maan Kripa Karo Maan, Sharan Mein Baithe Hai Maan Tumhari, Daya Karo Maan Kripa Karo Ma ॥
Bhajan
Aao Maan Aao Maan Aao Maan, Bhakto Ke Ghar Kabhi Aaon Maan, Parivar Tumhara Hai, Hamen Tera Hi Sahara Hai, Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan, Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥
Bhajan
Meri Maiya Tere Darbar Ye Diwane Aaye Hai
Meri Maiya Tere Darbar Ye, Deewane Aaye Hai, Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye, Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Mastane Aaye Hai, Meri Maiya Tere Darbar Ye, Deewane Aaye Hai ॥
Bhajan
Maan Ka Naam Jape Ja Har Pal, Laage Na Koi Mol Re, Jai Mata Di Bol Re Tu, Jai Mata Di Bol Re ॥
Bhajan
Bhagat Pukare Aaj Mawadi, Aake Laaj Bacha Ja Aye, Duhkh Pave Hai Tabar Thara, Aake Kasht Mita Ja Ai, Bhakt Pukare Aaj Mawadi, Aake Laaj Bacha Ja Aye ॥
Bhajan
Kitna Sona Hai Darbar Bhawani Tera
Kitna Sona Hai Darbar, Bhawani Tera Ye Singar, Kitan Sona Hai, Tera Ye Darwar Bhawani, Tera Ye Singar, Kitna Sona Hai, O Maiya Tumko, Kisne Sajaya Hai, Tera Sundar Se Sundar, Darwar Banaya Hai ॥
Bhajan
Jaago Pahada Waali Tera Jagan Vela Hoya
Jaago Pahadawali Tera, Jagan Vela Hoya, Jaago Gaura Mai Tera, Jagan Vela Hoya ॥
Bhajan
Sherawali Ki Jai Bolo, Mehrawali Ki Jai Bolo, Amberani Ki Jai Bolo, Vaishnorani Ki Jai Bolo, Jotawali Ki Jai Bolo, Pahadawali Ki Jai Bolo, Sherawali Ki Jai Bolo ॥
Bhajan
Main Hoon Daasi Teri Datiye, Sun Le Vinti Meri Datiye, Maiya Jab Tak Jiyun, Main Suhagan Rahun, Mujhko Itna Tu Vardan De, Mai Hoon Daasi Teri Datiye, Sun Le Vinti Meri Datiye ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.