पितृ पक्ष - Pitru Paksha

Aa Darsh Dikha De Meri Maa (आ दरश दिखा दे मेरी माँ: भजन)


Aa Darsh Dikha De Meri Maa
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain,
Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥
Aankhon Ke Aansu Sukh Chuke Maa,
Ab Tu Darash Dikha De,
Kab Se Khada Maa Dar Pe Tere,
Maan Ki Tu Pyas Bhuja De,
Teri Leela Nirali Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥

Bich Bhanwar Mein Naiya Padi Maa,
Aakar Tu Par Laga De,
Tere Siwa Maa Koi Nahi Hai,
Aakra Tu Gale Se Laga Le,
Kyun Der Lagawe Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥

Dub Raha Hai Sukh Ka Suraj,
Gam Ki Badariya Hai Chae,
Ujad Gae Bagiya Jiwan Ki,
Maan Ki Kali Murjhae,
Kare Vinti Ye Sewak Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥

Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain,
Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai,
Aa Darsh Dikha De Meri Maa,
Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥

आ दरश दिखा दे मेरी माँ: भजन हिन्दी में पढ़ें

आ दरश दिखा दे मेरी माँ, तुझे तेरे लाल बुलाते है, तुझे रो रो पुकारे मेरे नैन, तुझे रो रो पुकारे मेरे नैन, तुझे तेरे लाल बुलाते है, आ दरश दिखा दे मेरी मां, तुझे तेरे लाल बुलाते है ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko Ghar Ghar Me Pahuchana Hai

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko, Ghar Ghar Me Pahuchana Hai, Ram Naam Ki Bhakti Ko, Jan Jan Main Jagana Hai, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa Aur Rang Na Bhayega

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa, Aur Rang Na Bhayega, Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara, Ghar Ghar Se Ab Ayega, Ayodha Ki Nagri Mein Ab, Kesariya Lehrayega, Kesariya Kesariya Mharo, kesariya kesariya ॥

Chola Maati Ke Hai Ram

Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re, Chola MItti Ke Hai Ho,
Hay Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re ॥

Bas Gaye Raghunandan Sharkar

Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar, Mere Ram Mere Ram,
Mere Raghunandan Sarakaar, Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Sri Ram Dhun Mein Mann Tu

Shri Ram Dhun Mein Man Tu, Jab Tak Magan Na Hoga, Bhav Jaal Chhutne Ka, Tab Tak Jatan Na Hoga ॥

Janme Awadh Raghuraiya Ho

Janme Awadh Raghuriya Ho, Sab Mangal Manavo, Roop Me Anoop Charo Bhiya Ho,

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Bhakti Bharat APP