Shri Hanuman Bhajan

Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke (आते है हर साल नवराते माता के - भजन)


 Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke
Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke,
Aaye Navratre Maata Ke ॥
Shlok – Chait Mahina Aur Ashvin Mein,
Aate Maa Ke Navaratre,
Muhn Manga Var Unko Milta,
Jo Dar Par Chalkar Aate ॥

Aaye Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke,
Main Puju Har Baar Navaratre Maata Ke ॥

Pahale Navarate Chait Ri Bij,
Maa Ki Jyot Jagao,
Duje Navatare Maiya Ko,
Pyar Se Saath Manao,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Phir Tije Navarat Maata Ki,
Puja Karte Rahana,
Jay Maata Di Jay Maata Ki,
Swas Swas Hai Kahana,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Chautha Navarata Phaladayak,
Vedon Ne Gun Gaya,
Pancham Navarate Mein Pandav,
Maa Ka Bhawan Banaya,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Shashthi Ki Navarat Mein Dhyanu,
Maa Ka Darshan Paya,
Laaj Bhagat Ki Rakh Li Maa Ne,
Akabar Ka Maa Ghataaya,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Saptami Ke Din Saat Deviyaan,
Bhakto Ko Var Deti,
Riddhi Siddhi Ke Khol Bhandare,
Bhakto Ke Ghar Bharati,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Ashtami Ka Din Hai Pyaara,
Kanya Poojan Kar Lo,
Maa Gauri Ka Darshan Karke,
Khali Jholi Bhar Le,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

Aur Navami Ke Din Mein Bhakto,
Maa Ke Darshan Pao,
Shish Jhuka Maiya Ke Dar Pe,
Jay Maata Di Gao,
Navaratre Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke,
Jay Ho Navaratre Maata Ke ॥

आते है हर साल नवराते माता के - भजन हिन्दी में पढ़ें

आए नवरात्रे माता के, आए नवरात्रे माता के, आते है हर साल नवराते माता के, आए नवरात्रे माता के, जय हो नवरात्रे माता के, मै पूजू हर बार नवरात्रे माता के ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Shiv Chalisa - Shiv Chalisa
Bhakti Bharat APP