गणेशोत्सव - Ganeshotsav
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aate Jate Hue Gungunaya Karo (आते जाते हुए गुनगुनाया करो - भजन)


Aate Jate Hue Gungunaya Karo
Aate Jaate Hue Gungunaya Karo
Aate Jaate Hue Gungunaya Karo
Ram Bola Karo Ram Gaya Karo
Rishta Rakhte Ho Jaise Tum Sansar Se
Moh Bandhan Bandha Hai Jaise Parivar Se
Thoda Usse Bhi Rishta Nibhaya Karo
Ram Bola Karo…

Kaun Kehta Hai Ki Chhod Kar Kaam Ko
Acha Ho Yaad Rakho Agar Ram Ko
Sukh Dukh Mein Na Unko Bhulaya Karo
Ram Bola Karo…

Jindgi Hai Yeh Yun Hi Nikal Jaegi
Shan Shaukat Ki Duniyan Ujad Jaegi
Apne Manse Se Unko Bhulaya Karo
Ram Bola Karo…

आते जाते हुए गुनगुनाया करो - भजन हिन्दी में पढ़ें

भक्ति भारत आप तक मन को प्रसन्न कर देने वाला भजन आप तक पहुँचा रहा है, आते जाते हुए गुनगुनाया करो, राम बोला करो राम गाया करो. .
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanShri Vishnu BhajanShri Hari BhajanShri Krishna BhajanHare Krishna Bhajan

Other Popular Aate Jate Hue Gungunaya Karo Video

By Dhanvantri Das Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganpati Ki Sewa Mangal Meva

Ganpati Ki Seva Mangal Meva,Seva Se Sab Vighn Tarain। Teen Lok Ke Sakal Devta,Dwar Khade Nit Arj Karain॥

Aaj Saje Hain Mere Ghar K Dware Aaj Vinayak Mere Aangan Padhare

Aaj Saje Hain Mere Ghar Ke Dware, Aaj Vinayak Mere Aangan Padhare, Swagat Tumhara Hey Ganraja, Jaage Hain Bhag Humare

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP