Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aaye Hain Maiya Ke Navratey (आए हैं मैया के नवरातें - भजन)


Aaye Hain Maiya Ke Navratey
Saj Solah Shringar Maiya Kar Ke Sinh Sawari
Dukhion Ke Duhkh Dard Mitane Aayi Hai Shera Wali
Jhan-Jhan Jhanake Paayaliya Jhanake, Khan - Khanake Choodiyaan Khanake,
Aae Hain Maiya Ke Navaraaten, Khushiyon Se Mora Jiyara Chhalake ॥
Haan,Jhan-Jhan Jhanake Paayaliya...
Sherawali,Jyota Wali, Pahada Wali,Mehra Wali...

Chauki Sajao Mangal Gao,Nau Din Nau Jagaraate Karao,
Dhvaja Naariyal Pushp Chadhakar,Maan Ki Paavan Jyot Jalao,
Leharae Maiya Ki Chunar, Bhaktibharat Bhajan Maathe Ki Bindiya Cham- Cham Chamake ॥
Haan, Jhan-Jhan Jhanake Paayaliya...

Sherawali,Jyota Wali, Pahada Wali,Mehra Wali...

Dhyaanu Bhagat Ka Maan Badhaaya, Ghode Ka Kata Shish Lagaaya,
Aashish Deke Toone O Maiya, Shridhar Se Bhandaara Karaaya,
Badi Niraali Teri Maaya, Bhakton Pe Teri Mamata Chhalake ॥
Haan, Jhan-Jhan Jhanake Paayaliya…

Sherawali,Jyota Wali, Pahada Wali,Mehra Wali...

Ham Baalak Sharan Teri Aae, Seva Se Saare Sukh Pae,
Teri Shobha Ke Gun Gaakar, Harsh Bhi Charanon Mein Ram Jae,
Chhavi Nihaaroon Main to Maiya, Jab-Jab Khule Ye Meri Palaken ॥
Haan, Jhan-Jhan Jhanake Paayaliya...

Sherawali,Jyota Wali, Pahada Wali,Mehra Wali...

आए हैं मैया के नवरातें - भजन हिन्दी में पढ़ें

सज सोलह श्रृंगार मैया कर के सिंह सवारी, दुखिओं के दुःख दर्द मिटने आयी है शेरा वाली...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanSawan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP