Haanuman Bhajan

Aaye Ji Aaye Navrate (आये जी आये नवराते: भजन)


Aaye Ji Aaye Navrate
Aaye Ji Aaye Navrate Aaye,
Bhakton Ko Maiya Darshan Dikhayen,
Har Koi Maa Ko Niharta,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka ॥
No Din Rahegi Maa Angana Mein Apane,
Kismat Jagaegi Maa,
No Roop Dharegei Har Din Bhavani,
Bhakti Jagayegi Maa,
Pahale Shailaputri Duje Brahmacharini,
Tije Chandraghanta Hai Maa,
Dukh Tere Har Legi,
Jholi Maa Bhar Degi,
Asi Dayalu Hai Maa,
Bhakton Ke Apne Sankat Mitaye,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka ॥

Laal Laal Chole Main,
Laal Laal Chunri Main,
Bethi Hai Ashta Bhuja Dhari,
Aage Hanumanaji Aur Pichhe Pichhe Bheruji,
Hogi Pile Sher Ki Sawari,
Chauthen Kushmanda Skandamata Panchaven,
Chhate Mein Hai Katyayani,
Karate Hi Darshan Hoga Prasann Maan,
Var Degi Maa Bardani,
Jo Bhi Maharani Ka Jyoti Jagata,
Wo Apna Jivan Sanwarta,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka ॥

Koi Na Maiya Ke Dar Se Niraash Jae,
Sabki Hi Sunti Maa,
Nirdhan Ko Dhan Deti,
Nirbal Ko Bal Deti,
Aash Puri Karti Hai Maa,
Kalratri Satvi Hai,
Maa Gaura Athvi hai,
Noveen Siddhadatri Hai Maa,
Gun Gata ‘Lakkha’ Bhi Maa Sheravali Ke,
Sabke Maan Ko Bhati Hai Maa,
Charano Mein Maa Ke Sar Ko Jhukaaye,
Har Pal ‘Giri’ Hai Pukarata,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka ॥

Aaye Ji Aaye Navrate Aaye,
Bhakton Ko Maiya Darshan Dikhayen,
Har Koi Maa Ko Niharta,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka,
Kya Kahana Maiya Ke Pyar Ka,
Sundar Saje Darbar Ka ॥

आये जी आये नवराते: भजन हिन्दी में पढ़ें

आये जी आये नवराते आये, भक्तों को मैया दर्शन दिखाएं, हर कोई मां को निहारता, क्या कहना मैया के प्यार का, सुंदर सजे दरबार का, क्या कहना मैया के प्यार का, सुंदर सजे दरबार का ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Meri Maa Ko Khabar Ho Gayi

Kaise Kah Dun, Dua Beashar Ho Gae, Main Roya, Meri Maa Ko Khabar Ho Gae, Main Roya, Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥

Tere Dar Pe O Meri Maiya

Tere Dar Pe O Meri Maiya, Tere Deewane Aaye Hain, Bhar De Jholi Maiya Bholi, Bigdi Banane Aaye Hain, Tere Dar Pe O Meri Maiya, Tere Deewane Aaye Hain ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP