Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhar Do Jholi Meri Ganraja (भर दों झोली मेरी गणराजा: भजन)


Bhar Do Jholi Meri Ganraja
Bhar Do Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali,
Maiya Gori Ke Lala Gajanan,
Tumko Sumire Bhagat Yah Tumhara,
Jab Talak Tu Bana Dena Bigdi,
Dar Se Tere Na Jaye Sawali ।
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali,
Bhar Do Jholi Ganesha,
Bhar Do Jholi Ganaraaja,
Bhar Do Jholi Hum Sab Ki,
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali ॥
Saari Duniya Se Aaya Hoon Hara,
Hai Ganesh Ab Tu Hai Sahara,
Jaane Kya Bhool Mujhse Hui Hai,
Deva Tune Mujhe Hai Bisara,
Aaya Hoon Chhoti Si Aas Ko Lekar,
Sharan Bithale Tu to Aasra Deke,
Karde Raham Baba Mujhpe Bhi Jarasi,
Karde Karde Raham Ganraja,
Teri Mahima Sabhi Se Nirali,
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali ॥

Janta Hai Na Tu Kya Hai Dil Mein Mere,
Bin Sune Gin Raha Hai Na Tu Dhadkne,
Aah Nikli Hai to Chand Tak Jayegi,
Tere Taron Se Meri Dua Aayegi,
Kal Nahin Aai to Phir Kabhi Aayegi,
Jab Talak Tu Sunega Na Dil Ki,
Dar Se Tere Na Jaye Sawali,
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali ॥

Ab to Sun Le Meri Ho Ganraja,
Aa Laga Le Tu Mujhko Bhi Dil Se,
Jab Talak Tu Mila De Na Bichhdi,
Dar Se Tere Na Jaye Sawali,
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali ॥

Bhar Do Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali,
Maiya Gori Ke Lala Gajanan,
Tumko Sumire Bhagat Yah Tumhara,
Jab Talak Tu Bana Dena Bigdi,
Dar Se Tere Na Jaye Sawali ।
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali,
Bhar Do Jholi Ganesha,
Bhar Do Jholi Ganraja,
Bhar Do Jholi Hum Sab Ki,
Bhar Don Jholi Meri Ganraja,
Lautkar Mai Na Jaunga Khali ॥

भर दों झोली मेरी गणराजा: भजन हिन्दी में पढ़ें

अब तो सुन ले मेरी हो गणराजा, आ लगा ले तू मुझको भी दिल से, जब तलक तू मिला दे ना बिछड़ी, दर से तेरे न जाए सवाली, भर दों झोली मेरी गणराजा, लौटकर मै ना जाऊंगा खाली ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP