Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Diwane Shree Ram Ke (दीवाने श्री राम के - भजन)


Diwane Shree Ram Ke
Bhagway Ke, Tilak Ke, Aur Bus Ek Naam Ke,
Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke,
Jo Ram Ke Nahin, Na Hamare Kisi Kaam Ke,
Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke,
Na Marne Se Darte, Na Maarne Se Darte Han,
Jab Dharm Ho Sankat Mein to, Hathiyar Baat Karte Han,
Ham Pran Bhi De Sakte Hain Dharm Ke Sangram Men,
Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke।

Kaiyon Ko Yah Chubhenge Par, Mere Niji Vichar Han,
Kuchh Aise Dogle Han, Karen Dharm Ka Vyapar Han,
Sanatan Ko Laga Deemak, Hindutva Ke Gaddar Han,
Khal Pahane Singh Ki, Andar Se Wah Siyar Hai,
Ram Naam Lene Men, Jo Karte Parantu Kintu Hai,
Khoon Khaul Uthta, Jab Kahte Wah Hindu Hai,
Unka Na Hai Kasur, Jo Yah Kufr Tolte Han,
Kyonki Mard Ke Bacche Hi, Jai Shri Ram Bolte Han,
Sanatan Ki Hai Sunami, Isme Chalo Kho Jaate Han,
Bhagwa Pahan Ke Raju, Uttam Chalo Ho Jaate Han,
Hindu Hain Hum Aur Garv Hamen Apni, Is Pehchan Pe,
Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke।
Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke।

दीवाने श्री राम के - भजन हिन्दी में पढ़ें

भगवे के, तिलक के, और बस एक नाम के, हम हैं दीवाने - दीवाने श्रीराम के, जो राम के नहीं, ना हमारे किसी काम के, हम हैं दीवाने - दीवाने श्रीराम के॥
Read Also

Bhajan Shree Ram BhajanBhagwan Ram BhajanHanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni

Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni । Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP