Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Dunia Chale Na Shriram Ke Bina (दुनिया चले ना श्री राम के बिना - भजन)


Dunia Chale Na Shriram Ke Bina
Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina,
Ram Ji Chale Na Hanuman Ke Bina ।
Jab Se Ramayan Padh Li Hai, Ek Baat Mainne Samajh Li Hai,
Ravan Mare Na Shri Ram Ke Bina, Lanka Jale Na Hanuman Ke Bina ॥

Lakshman Ka Bachna Mushkil Tha, Kaun Booti Lane Ke Kabil Tha,
Lakshman Bache Na Shri Ram Ke Bina, Booti Mile Na Hanuman Ke Bina ॥

Sita Haran Ki Kahani Suno, Bansuri Meri Jubani Suno,
Wapis Mile Na Shi Ram Ke Bina, Pata Chale Na Hanuman Ke Bina ॥

Baithe Sinhasan Pe Shri Ram Ji, Charan Mein Baithe Hain Hanuman Ji,
Mukti Mile Na Shri Ram Ke Bina, Bhakti Mile Na Hanuman Ke Bina ॥

दुनिया चले ना श्री राम के बिना - भजन हिन्दी में पढ़ें

दुनिया चले ना श्री राम के बिना, राम जी चले ना हनुमान के बिना ।
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanHanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanHanuman Chalisha Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥

Kripa Kare Raghunath Ji Mhane Sat Deve Sita Mata

Krupa Karo Raghunath Ji, Mhane Sat Deve Sita Mata, Shree Balaji Maharaj, Mhare Bal Buddhi Ra Data ॥

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan

Krishn Jinka Naam Hai, Gokul Jinka Dham Hai, Aise Shri Bhagwan Ko

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP