Shri Krishna Bhajan

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani (दुर्गे भवानी तू ही काली कल्याणी: भजन)


Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani,
Teri Shakti Hai Aapar,
Koi Paya Nhi Paar,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥
Sumbha Nisumbha Ne Jab Devi Ko Haraya,
Unka Swarga Liya Chin,
Dev Huye Balhin,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Sabhi Dev Mil Aaye Maa Teri Sharan Mein,
Tumne Kali Rup Dhara,
Asuron Ko Lalakara,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Roop Tha Bhayankar Tinon Lok Tharae,
Maa Ki Aankhon Mein Thi Jyala,
Gale Mein Thi Mund Mala,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Asuron Ki Mund Maal Gale Mein Sajaye,
Kar Mein Khadag Khappar Dhare,
Ran Mein Bharati Hunkare,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Chand Mund Tumase Ladane Ran Mein Jab Aae,
Shish Donon Ke Utare,
Lakho Rakta Jiv Mare,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Shumbh Nishumbh Bhari Sena Leke Aaye,
Kiya Dono Ka Sanhar,
Devon Ne Ki Jay Jaykar,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani,
Teri Shakti Hai Aapar,
Koi Paya Nhi Paar,
Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

दुर्गे भवानी तू ही काली कल्याणी: भजन हिन्दी में पढ़ें

दुर्गे भवानी तू ही काली कल्याणी, तेरी शक्ति है अपार, कोई पाया नहीं पार, मैया जगदम्बे, जगदम्बे, दुर्गें भवानी तू ही काली कल्याणी ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Riddhi Siddhi Datar Tumse Gaye Devta Haar

Riddhi Siddhi Ke Datar, Tumase Gaye Devata Haar, Teri Ho Rahi Jay Jaykar, Gauri Shankar Ke Pyare ॥

Riddhi Siddhi Wale Ganpati Baba Teri Mahima Bhari Hai

Riddhi Siddhi Vale Ganapati Baba, Teri Mahima Bhari Hai, Jo Tere Darabar Mein Aaye,
Usaki Vipada Tari Hai ॥

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

Diwali ka Tayohar Hai

Diwali Ka Tayohar Hai, Jhoom Utha Sansar Hai, Khush Sabhi Parivar Hain, Avadhapuri Mein Jakar Dekho, Deepon Ki Katar Hai.....

Daya Karo Hey Dayalu Ganpati

Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati, Sambhalo Bigidi Dasa Hamari, Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥

Bhakto Ke Dwar Padharo

Bhakto Ke Dwar Padharo, Pyare Gauri Ke Lalan, Har Bigde Kaaj Sawaron, Pyare Gauri Ke Lalan, Gauri Ke Lalan, Mahamai Ke Lalan, Bholenath Ke Lalan, Bhakto Ke Dwar Padharo, Pyare Gauri Ke Lalan ॥

Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein

Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein, Jane Duniya Sari Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari, Aap Nirale Aor Aap Chavi Hai Sabse Nyari, Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP