Sawan 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal (गोकुल में जन्मा है यशोदा का लाल - भजन)


Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal
Banto Re Badhai Bajao Re Thal,
Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki ॥
Nandbaba Hire Moti Bant Rahe Hai,
Khushiyon Se Gwal Bal Naach Rahe Hai,
Nandbaba Hire Moti Bant Rahe Hai,
Khushiyon Se Gwal Bal Naach Rahe Hai,
Dete Hai Duhai Sab Jiyo Sau Sau Saal,
Dete Hai Duhai Sab Jiyo Sau Sau Saal,
Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki ॥

Paap Jab Dharati Pe Badhata Hai,
Paalane Mein Kanha Utarata Hai,
Paap Jab Dharati Pe Badhata Hai,
Paalane Mein Kanha Utarata Hai,
Aaya Ban Karake Wo Kans Ka Kaal,
Aaya Ban Karake Wo Kans Ka Kaal,
Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki ॥

Devata Bhi Darshan Ko Aaye Hai,
Dekh Ke Ye Leela Harshae Hai,
Devata Bhi Darshan Ko Aaye Hai,
Dekh Ke Ye Leela Harshae Hai,
‘Saurabh Madhukar’ Sab Ho Gae Nihaal,
‘Saurabh Madhukar’ Sab Ho Gae Nihaal,
Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki ॥

Banto Re Badhai Bajao Re Thal,
Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki ॥

गोकुल में जन्मा है यशोदा का लाल - भजन हिन्दी में पढ़ें

बांटो रे बधाई बजाओ रे थाल, गोकुल में जन्मा है यशोदा का लाल, जय कन्हैया लाल की, हाथी घोडा पालकी ॥
Read Also

Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Gokul Me Janma Hai Yashoda Ka Laal Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni

Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni । Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP