Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hanuman Teri Kirpa Ka Bhandara Chal Raha Hai (हनुमान तेरी कृपा का भंडारा चल रहा है: भजन)


Hanuman Teri Kirpa Ka Bhandara Chal Raha Hai
Hanuman Teri Kirpa Ka Bhandara Chal Raha Hai,
Har Aor Ghana Andhera Mera Deep Jal Raha Hai,
Koi Raha Na Bebas Na Koi Abhaga,
Tune Diya Bhagat Ko Kismato Se Jyada ॥
Sudh Budh Khoi Maine Maan Hanuman Se Joda,
Ab Kahe Mein Sochun Kya Paya Kya Choda ॥

Sukh Mein Sawan Sa Tu Kasti Tuphano Ki,
Ginti Na Ho Paye Tere Ehsano Ki,
Bhakton Ne Jab Bhi Pukara Tu Aaya Doda Doda,
Kya Paya Kya Choda ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Bhi hanuman Ko Puje Aor Chahe Sachhe Maan Se,
Koso Dur Hai Rahata Dukh Uske Jivan Se,
Sabne Dukh Mein Choda Par Tune Mukh Na Moda,
Kya Paya Kya Choda ॥

हनुमान तेरी कृपा का भंडारा चल रहा है: भजन हिन्दी में पढ़ें

हनुमान तेरी कृपा का भंडारा चल रहा है, हर और घना अँधेरा मेरा दीप जल रहा है, कोई रहा ना बेबस ना कोई अभागा, तूने दिया भगत को किस्मतो से ज़्यादा ॥
Read Also

Bhajan Shri Hanuman BhajanBalaji BhajanSalasar BhajanPunjabi BhajanBajrangbali BhajanHanuman Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanBudhwa Mangal BhajanMangalwar BhajanTuesday Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re

Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re, Dekho Maai Lage Pyari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re, Maa Ke Mathe Pe Kum Kum Ki Bindiya Hai Sohe, Gale Nibuvan Ki Mala Hai Maa Ne Piroye, Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re ॥

Bin Pani Ke Naav

Bin Paani Ke Naav Khe Rahi Hai, Maan Naseeb Se Jyada De Rahi Hai ॥

Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa Ek Tere Aa Jane Se

Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se,
Kisi Na Kisi Bahane Se Maa, Kisi Na Kisi Bahane Se, Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se ॥

O Maiya Tera Mujhko Deedar Ho Jaye

O Maiya Tera Mujhko, Deedar Ho Jaye, Ujda Chaman Phir Se, Mera Gulzar Ho Jaye ॥

Maiya Ye Jeevan Hamara Aapke charno Me Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara, Aapke charno Me Hai, Din Dukhiyo Ka Gujara, Aapke charno Me Hai, Maiya Ye Jivan Hamara, Aapke charno Me Hai ॥

Sab Milkar Mangal Gao Aaj Hai Jagrata

Sab Milkar Mangal Gao, Aaj Hai Jagrata, Tum Prem Se Maa Ko Manao, Aaj Hai Jagrata ॥

Odh Chunariya Maiya Lal Chali

Laal Rang Ki Laal Chunariyan, Laal Hai Tere Lae, Rang Laal Karta kamal, Jo Tere Maan Ko Bhaye,
Odh Chunariya Maiya Lal Chali, Sidh Sawari Pe hai Lagati Bhali. Piche Piche Hai Bhero Naath Chale, Aage Chale Hai Veer Bajrang Bali, Odh Chunariya Maiya Lal Chali, Sidh Sawari Pe hai Lagati Bhali ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP