Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jai Mata Di Bol Bhagta Chitthi Maa Ki Aayegi (जय माता दी बोल भगता, चिट्ठी माँ की आएगी: भजन)


Jai Mata Di Bol Bhagta Chitthi Maa Ki Aayegi
Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Dil Se Jo Pukarega,
Der Na Lagayega,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥
Is Jyot Mein Vaas Maa Vaishno Ka,
Dekhe Wo Jo Daas Maa Vaishno Ka,
Tu Jyot Se Jyot Maan Ki Mila Le,
Phir Dekh Parakash Maa Vaishno Ka,
Jholi Muradon Se Bhar Jaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

Har Saans Rang Le Tu Maiya Ke Rang Mein,
Ga Maa Ki Bhente Tu Bhakto Ke Sang Mein,
Tujhape Bhi Rahamat Maa Barasaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

Ek Raat Dati Ke Arpan Tu Kar De,
Sar Ko Jhuka Ke samarpan Tu Kar De,
Kismat Savere Sanvar Jaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

‘Sandeep’ Ek Deep Aisa Jala Le,
Jisame Ho Vishwas Vale Ujale,
Tujh Pe Bhi Maa Ki Najar Jayegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

Jai Mata Di Bol Bhagta,
Chitthi Maa Ki Aayegi,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Dil Se Jo Pukarega,
Der Na Lagayega,
Jaag Jagtare Mein,
Maa Tere Bhagy Jagaegi,
Jai Mata Di Bol Bhagta ॥

जय माता दी बोल भगता, चिट्ठी माँ की आएगी: भजन हिन्दी में पढ़ें

जय माता दी बोल भगता, चिट्ठी माँ की आएगी, जाग जगराते में, माँ तेरे भाग्य जगाएगी, दिल से जो पुकारेगा, देर ना लगाएगी, जाग जगराते में, माँ तेरे भाग्य जगाएगी, जय माता दीं बोल भगता ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥

Manmohan Tujhe Rijhaun Tujhe Neet Naye Laad Ladau

Manmohan Tujhe Rijhaun, Tujhe Nit Naye Laad Ladaun, Basa Ke Tujhe Nainan Mein, Chhipa Ke Tujhe Nainan Mein ॥

Aao Yashoda Ke Laal

Aao Yashoda Ke Laal, Aaj Mohe Darshan Se Kar Do Nihal..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP