Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai (जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है - भजन)


Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai
Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai ।
Abhi Hamne Ji Bhar Ke Dekha Nahin Hai ॥
Kaisi Ghadi Aaj Jeevan Ki Aai ।
Apne Hi Prano Ki Karte Vidai ।
Ab Ye Ayodhya Hamari Nahin Hai ॥

Mata Kaushalya Ki Aankhon Ke Tare ।
Dashrath Ji Ke Raaj Dulare ।
Kabhi Ye Ayodhya Ko Bhulana Nahin Hai ॥

Jao Prabhu Ab Samay Ho Raha Hai ।
Gharon Ka Ujala Bhi Kam Ho Raha Hai ।
Andheri Nisha Ka Thikana Nahin Hai ॥

जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है - भजन हिन्दी में पढ़ें

जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है, अभी हमने जी भर के देखा नहीं है ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanDeepak Shukla Bhajan

Other Popular Jara Der Thehro Ram Tamanna Yahi Hai Video

By Chandra Bhushan Pathak

By Chintu Sewak

By Anchal Tiwari

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu

Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu, Jag Ke Palanahar, Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥

Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun

Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun, Tere Darbar Se Hi Sab Kuch Main To Pai Hun,
Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun ॥

Chale Hai Bhola Saj Dhaj Ke

Bhola Tan Pe Bhasm Lagaye, Man Mein Gaura Ko Basaye, Chale Hai Bhola, Saj Dhaj Ke, Sankhiya Mangal Gaati Hain, Bhoot Pret Baaraati Hain ॥

Bhole Tere Charno Ki

Bhole Tere Charanon Ki, Gar Dhul Jo Mil Jaye, Sach Kahata Hun Meri, Taqdir Badal Jaye, Baba Tere Charanon Ki, Gar Dhul Jo Mil Jaye ॥

Ho Jo Najre Karam Aapki

Ho Jo Najre Karam Aapki, Phir Nahin Dar Hai Sansar Ki, Ek Najar Daas Par Ho Kabhi, Ek Najar Daas Par Ho Kabhi, Phir Nahin Dar Hai Sansar Ki, Ho Jo Najren Karam Aapki ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP