Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jiske Liye Har Mushkil Kaam Aasan Hai (जिसके लिए हर मुश्किल, काम आसान है: भजन)


Jiske Liye Har Mushkil Kaam Aasan Hai
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Balban Hai Ye Bada,
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman ॥
Ram Ki Sena Ka Nayak,
Maa Anjani Ka Ye Laal,
Ram Lakhan Ka Rakshak Ye,
Raghukul Ka Bana Rakhavala,
Aaya Jab Jab Bhi Sankat,
Bole Hamesha Ye Raghuvar,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Balban Hai Ye Bada,
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman ॥

Pata Lagaya Sita K,
Buti Sanjeevan Laye,
Dekh Karishma Hanumat Ka,
Prabhu Ram Ji Muskaye,
Tumane Kiya Ahasaan Mujhapar,
Garv Mujhe Hai Tum Par,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Balban Hai Ye Bada,
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman ॥

Do Din Saptah Mein Mila,
Mangal Aur Shanivaar Hai,
Do Sachche Dharati Pe ‘Kundan’,
Bajarangi Darabaar Hai,
Mehandipur Chaupal Lage,
Salasar Mein Bhaagy Jage,'
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Balban Hai Ye Bada,
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman ॥

Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman,
Hanuman Hai, Hanuman Hai,
Balban Hai Ye Bada,
Jiske Liye Har Muskil,
Kaam Asan Hai,
Wo Mera Bajarangi Veera,
Bali Hanuman ॥

जिसके लिए हर मुश्किल, काम आसान है: भजन हिन्दी में पढ़ें

जिसके लिए हर मुश्किल, काम आसान है, वो मेरा बजरंग वीर, बलि हनुमान है, हनुमान है, हनुमान है, बलवान है ये बड़ा, जिसकें लिए हर मुश्किल, काम आसान है, वो मेरा बजरंग वीर, बलि हनुमान है ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP