Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jaane,
Kya Jane Koi Kya Jane,
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥
Tan Bhi Tera Ye Man Bhi Tera,
Ghar Bhi Tera Ye Dhan Bhi Tera,
Mainne Jeevan Kar Diya Naam,
Duniya Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ।
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥
Lok Laaj Mainne Maan Bhi Chhoda,
Tere Charanon Mein Man Ko Joda,
Main to Ratoon Tumhara Naam,
Duniya Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ।
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥
Tu Mera Main Teri Hoi,
Teri Preet Mein Sudh Budh Khoi,
Mujhe Log Kare Badnam,
Duniya Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ।
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥
Sharan Mein Aai Gale Lagale,
Mujhko Bas Seva Mein Lagale,
Mera Jeevan Tere Naam,
Duniya Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ।
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane,
Kya Jane Koi Kya Jane,
Kya Jane Koi Kya Jane,
Main to Teri Ho Gai Shyam,
Duniya Kya Jane ॥