Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mera Sankat Kat Gaya Ji (मेरा संकट कट गया जी - भजन)


Mera Sankat Kat Gaya Ji
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Sankat Kat Gya ,
Sankat Kat Gaya Ji,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main ॥
Ek Din Chaurahe Ke Upar,
Pair Mera Tha Aaya,
Pichhe Pad Gaya Yaaro Mere,
Ek bhoot Ka Saya,
Halat Meri Bigadan Lagi,
Samajh Nahin Kuchh Aave,
Mere Bas Ki Baat Nahi Vo,
Manne Ghana Sataave,
Vo Mere Chipat Gaya Ji,
Main Sar Maru Deewar Mein,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main ॥

Shyaane Shapate Roj Kare,
Chimate Se Meri Pitae,
Doktar Vaidy Dikhaata Dolun,
Lage Nahi Davae,
Ek Jana Yun Bola Isane,
Mehandipur Le Chaalo,
Bandh Jut Te Isane,
Tum Sumo Ke Andar Ghaalo,
Main Jane Te Nat Gaya Ji,
Us Baba Ke Darabaar Mein,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main ॥

Mehendipur Panhucha to,
‘Narasi’ Chen Thoda Sa Aaya,
Laga Jab Aarati Ka Chhinta,
Nirmal Ho Gae Kaya,
Bhoot Pret Sab Bhaage Mere,
Mil Gaya Tha Chhutakaara,
Balaji Ne Kar Diya Mere,
Sankat Ka Nipataara,
Mere Sankat Ka Nipataara,
Manne Bera Pat Gaya Ji,
Na Isa Koee Sansaar Mein,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main ॥

Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Sankat Kat Gya ,
Sankat Kat Gaya Ji,
Mera Sankat Kat Gya Ji,
Mehendipur Ke Darwar Main ॥

मेरा संकट कट गया जी - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरा संकट कट गया जी, मेहंदीपुर के दरबार में, मेरा संकट कट ग्या, संकट कट ग्या, संकट कट ग्या जी, मेरा संकट कट ग्या जी, मेहंदीपुर के दरबार में ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥

Meri Fariyad Sun Bhole

Meri Fariyad Sun Bhole, Tere Dar Aaya dewana, Maan Ki Murade puri Kar, Siwa Tere Na Koi Thikana, Meri Fariyad Sun Bhole, Tere Dar Aaya dewana ॥

Sabke Dil Mein, Shyam Ki Tasveer Hai

Sabke Dil Mein, Shyam Ki Tasveer Hai, Koi Dhanna Seth, Koi Phakir Hai, Dar Pe Aata Wahin, Jiski Takdir Hai..

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP