Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Navratro Ki Aayi Hai Bahar (नवरात्रों की आई है बहार - भजन)


Navratro Ki Aayi Hai Bahar
Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke,
Hoga Sherawali Ka Didar,
Jaykare Gunje Maiya Ke,
Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke ॥
Maa Ka Bhawan Sajaya,
Phulon Kaliyon Se Mehkaya,
Hua Angana Pabitar,
Maa Ne Karam Kamaya,
Jyot Maiya Ki Jaga Ke,
Sabne Mirdang Bajake,
Sab Bhakto Ne Gake,
Khub Rang Barsaya,
Sapne Huye Sakar,
Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke ॥

Roop Kanjako Ka Dhaar,
Aati Ghar Ghar Maata,
Khole Maan Ki Jo Ankhen,
Wo Hi darshan Paya,
Sacche Bhav Se Jo Koi,
Puri Halwa Khilata,
Sare Jag Ki Vidhata,
Karti Hai Beda Paar,
Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke ॥

Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke,
Hoga Sherawali Ka Didar,
Jaykare Gunje Maiya Ke,
Navratro Ki Aayi Hai Bahar,
Jaykare Gunje Maiya Ke ॥

नवरात्रों की आई है बहार - भजन हिन्दी में पढ़ें

नवरात्रों की आई है बहार, जयकारे गूंजे मैया के, होगा शेरावाली का दीदार, जयकारे गूंजे मैया के, नवरात्रो की आई है बहार, जयकारे गूंजे मैया के ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Naino Mein Teri Jyoti Sanso Mein Tera Naam

Naino Mein Teri Jyoti, Sanso Mein Tera Naam, Mahabali Bajarangi, Maan Mein Hai Tera Dhaam,
Naino Main Teri Jyoti, Sanso Main Tere Naam ॥

Chalo Salasar Bhakto Baba Ka Bulawa Aa Gaya

Baba Ka Bulawa Aa Gaya, Chalo Salasar Bhakto, Waha Baithe Anjani Laala, Karte Ek Pal Main Kamal,
Ab Main Inse Jyada Kya Kahun, Bhakton Ke Maan Ko Bha Gaya, Chalo Salasar Bhakton, Hanuman Ka Bulawa Aa Gaya,' Chalo Salasar Bhakto, Baba Ka Bulawa Aa Gaya, Chalo Salasar Bhakto ॥

Balaji Mhara Kasht Niwaro Ji

Balaji Mhara Kastha Niwaro Ji, Dukhada Ka Maraya Haan, Mahne Aan Ubaro Ji ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP