Pawan Tanaya Sankata Harana,
Mangala Murti Roop,
Ram Lakhana Sita Sahita,
Hrudaya Basahu Surabhupa ॥
Oh Pawan Putra Hanuman,
Ram Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Oh Pawan Putra Hanuman,
Ram Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Hai Balapan Ki Baat Tumhi Ne,
Ravi Ko Mukh Mein Dabaya,
Hanuman Hanuman,
Hanuman Hanuman,
Duniya Mein Hahakar Macha,
Jab Ghor Andhera Chaya,
Jab Ghor Andhera Chaya,
Bhamha Ne Bajra Prahar Kiya,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Vanar Raja Sugriv Ko,
Pampaur Ka Rajya Dilaya,
Hanuman Hanuman,
Hanuman Hanuman,
Sita Ji Ki Sudhi Lanr Ka,
Beda Tumne Hi Uthaya,
Beda Tumne Hi Uthaya,
Shree Ram Ko Se Mudrika Lekar Ke,
Lanka Ko Chale Harsaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Kar Saat Samundar Paar,
Vibhisan Ko Bandhan Se Chudaya,
Hanuman Hanuman,
Hanuman Hanuman,
Ashok Vatika Mein Jakar,
Maa Ko Sandesa Sunaya,
Maa Ko Sandesa Sunaya,
Sunkar Sandesa Siya Ji Ke,
Nayanon Mein Anshu Aaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Ravan Ki Aagya Ae,
Danav Ne Punchh Mein Aag Lagae,
Hanuman Hanuman,
Hanuman Hanuman,
Siyaram Chandr Ki Jay Kahakar,
Sone Ki Lanka Jalae,
Sone Ki Lanka Jalae,
Sita Ji Se Aagya Lekar,
Phir Ramadal Mein Aaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Charanon Mein Shis Navakar Ke,
Prabhu Ko Sandesh Sunaya,
Hanuman Hanuman,
Hanuman Hanuman,
Sunakar Ke Vyatha Sita Maa Ki,
Naino Mein Nir Bhar Aaya,
Naino Mein Nir Bhar Aaya,
Oh Ram Dut Balvan Tumhari,
Mahima Varni Na Jaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥
Oh Pawan Putra Hanuman,
Ram Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Oh Pawan Putra Hanuman,
Ram Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥
BhaktiBharat Lyrics
Jai Mahavir Jai Mahavir,
Jai Mahavir Jai Mahavir ॥