Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Durga Chalisa - Ram Bhajan -

Parde Me Bethe Bethe Yun Na Muskuraiye (परदे में बैठे, यूँ ना मुस्कुराइये: भजन)


Parde Me Bethe Bethe Yun Na Muskuraiye
Parde Mein Baithe-baithe,
Yoon Na Muskuraiye,
Aa Gaye Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥
Parda Tera Hamen Nahin,
Manjoor Sanware,
Baitha Hai Chhup Ke Deewano Se,
Kyon Door Sanware,
Main Bhi to Aaya Do Kadam,
Jara Tum Bhi Badhaiye,
Aage Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥

Hum Chahne Wale Hain Tere,
Hume Hai Tumse Mohabbat,
Kar Do Karam Jara Dikha Do,
Ab Sanwari Surat,
Pyasi Nigahe Deed Ki,
Jara Najre Milaiye,
Aa Gaye Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥

Teri Ik Jhalak Ko Pyare,
Mera Ab Dil Bekarar Hai,
Deedar Ki Tamanna Mujhe Ab,
Tera Intajar Hai,
Rah-rah Ke humen is Tarah,
Yoon Na Sataiye,
Aa Gaye Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥

Tu Hu Jindagi Hai Bandagi,
Tu Hi Aarju Hamari,
Armaan Mere Dil Ka Karo,
Poora Banke Bihari
Chitra Vichtra Ko Apne Prem Ka,
Pagal Banaiye ,
Aa Gaye Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥

Parde Mein Baithe-baithe,
Yun Na Muskuraiye,
Aa Gaye Tere Deewane,
Jara Parda Hataiye ॥

परदे में बैठे, यूँ ना मुस्कुराइये: भजन हिन्दी में पढ़ें

परदे में बैठे बैठे, यूँ ना मुस्कुराइये, आ गए तेरे दीवाने...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanChitra Vichitra Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye, Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Aaj Hai Jagrata Mai Ka Maa Ko Mana Lena

Aaj Hai Jagrata Mai Ka, Maan Ko Mana Lena, Are Ai Bhaiya Ji, Jara Taali Baja Lena, Hath Utha Ke Jor Laga, Jaikare Laga Lena, Are Ai Bahana Ji, Jara Taali Baja Lena ॥

Dware Chaliye Maiya Ke

Dware Chaliye Maiya Ke, Dware Chaliye, Le Aaya Sawan Ka Mahina, Lene Nazaare Chaliye, Dware Chaliye Maiya Ke, Dware Chaliye ॥

Aaye Maiya Ke Navrate

Aaye Maiya Ke Navrate, Ho Rahe Ghar Ghar Mein, Ho Rahe Ghar Ghar Mein Jagrate, Rijhate Maiya Ko, Rijhaye Maiya Ko Jhoomte Gaate, Goonj Rahi Bhakto Ki, Goonj Rahi Bhakto Ki Jai Jaikar, Saja Hai Mata Ka, Saja Hai Mata Ka Darbar ॥

Drashti Hum Par Daya Ki Maa Dalo

Drashti Hum Pe Daya Ki Maa Dalo, Badi Sankat Ki Aai Ghadi Hai । Dwar Par Tere Hum Bhi Khade Hai,

Jeen Bhawani Maa

Jin Bhawani Maan, Thari Mahima Nyari Hai, Thane Puje Duniya Saari Hai ॥

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP