Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman (सब तेरे है संतान, बजरंगबली हनुमान: भजन)


Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman
Sab Tere Hai Santan,
Bajrangbali Hanuman ॥
Tere Jesa Aur Na Duja,
Karte Hai Prabhu Teri Puja,
Tum Ho Krupa Nidhan,
Tum Ho Krupa Nidhan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Teri Sharan Mein Jo Bhi Aata,
Daya Krupa Dhan Dolat Pata,
Bhakta Kare Gungan,
Bhakta Kare Gungan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Ram Bhakt Sabake Rakhavale,
Pavanaputr Tum Bahut Nirale,
Vinati Suno Bhagawan,
Vinati Suno Bhagawan,
Bajrangbali Hanuman ॥

Sab Tere Hai Santan,
Bajrangbali Hanuman ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Manao Ganpati Ji Ko Aaj

Manao Ganpati Ji Ko Aaj, Ho Jayenge Sab Puran Kaaj, Ladduon Ka Bhog Lagayenge,
Karenge Puja Din Aor Raat, Manao Ganpati Ji Ko Aaj ॥

Kaun Kehte Hai Ganaraj Aate Nahi

Hey Gajajan Ganesha Gauri Sutam, Ekadantam Sada Mangalam Karakam ॥

Ganpati Ganpati Milke Kehte Hai Sare

Ganpati Ganpati Ganpati Milke Kahte Hai Sare, Pratham Tumko Manaye Sunle Gaura Dulare,
Ganpati Bappa Moriya ॥

Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer

Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer, Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer, Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥

Gajanan Pure Kardo Kaaj

Gajanan Pure Kardo Kaaj, Saran Mein Aaye Hum Bhi Aaj, Shiv Gaura Ke Raj Dulare,
Devon Ke Sartaj ॥

Tera Dar Laage Mujhe Pyara

Tera Dar Lage Mujhe Pyara, Jhutha Sara Sansar Re…Maan Tere Naam Ki Masti Chhai, Dole Man Har Baar Re…

Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye

Hari Hari Bhang Ka Maja Lijiye, Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye, Sawan Mein Shiv Ki Booti Piya Kijiye ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP