Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sankat Harni Mangal Karni Kardo Beda Paar (संकट हरनी मंगल करनी, कर दो बेडा पार: भजन)


Sankat Harni Mangal Karni Kardo Beda Paar
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai,
Bhari Hai Maa Bhari Hai,
Tujhpe Bharosa Bhari hai,
Jay Jagdambe Sherawali,
Hai Durga Avtar,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥
Laxmi Sharda Kali Tu,
Karne Mardan Wali Tu,
Bhakto Ki Pratipali Tu,
Maiya Sherowali Tu,
Kar Rakhya Apne BHakto Ki,
Hokar Sinha Sawar,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥

Bich Bhawar Main Naav Padi,
Tujh Bin maiya Koi Nahi,
Dol Rahi hai Naav Meri,
Paar Karegi Maa Tuhi,
Chhod Tujhe Ab Jaun Kahan Main,
Dikhe Na Duja Dwar,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥

Maa Ki Shakti Bhari Hai,
Maa Ki Jyoti Nirali Hai,
Maa Ki Mamta Ki Mahima,
Ved Puran Bakhani Hai,
Janam Liya Par Mila Nahi Maa,
Tera Saccha Pyar,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥

Bhaav Sagar Ka Paar Nahi,
Naiya Mein Patavar Nahin,
Sunle Karuna Pukar Meri,
Tere Bin Adhar Nahin,
‘Radhe’ Par Kar Daya Mehar Ki,
Ek Baar Palak Ughad,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥

Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai,
Bhari Hai Maa Bhari Hai,
Tujhpe Bharosa Bhari hai,
Jay Jagdambe Sherawali,
Hai Durga Avtar,
Bharosa Bhari Hai,
Sankat Harni Mangal Karni,
Kardo Beda Paar,
Baharosa Bhari Hai ॥

संकट हरनी मंगल करनी, कर दो बेडा पार: भजन हिन्दी में पढ़ें

संकट हरनी मंगल करनी, कर दो बेडा पार, भरोसा भारी है, भारी है माँ भारी है, तुझपे भरोसा भारी है, जय जगदम्बे शेरावाली, हे दुर्गे अवतार, भरोसा भारी है, संकट हरणी मंगल करणी, कर दो बेडा पार, भरोसा भारी है ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP