Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shree Diggi Wale Dev Nirale Teri Mahima Aprampar Hai (श्री डिग्गी वाले बाबा देव निराले, तेरी महिमा अपरम्पार है - भजन)


Shree Diggi Wale Dev Nirale Teri Mahima Aprampar Hai
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar Hai,
Ramdhun Gaye Sindur Sajaye,
Chahun Aur Teri Jay Jaykar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥
Bhija Gada Biraje,
Dhwaja Kar Main Saje,
Gal Tere Motiyan Haar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Baba Rog Mitaye,
Baba Kastha Bhagaye,
Baba Sabaka Sankathar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Nit Bhog Lagaye,
Siyaram Dhun Gaye,
Dar Bhakto Ki Lambi Katar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Bhakt Shish Jhukaye Aur,
Sarba Sukh Paye,
Baba Sabaka Palanhar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Radhe Arati Utare,
Tera Naam Uchare,
Kahe Sabaka Beda Paar,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Sundardand Sunaye,
Sab Tujhko Rijhaye,
Mitra Mandal Bhi Balihar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar Hai,
Ramdhun Gaye Sindur Sajaye,
Chahun Aur Teri Jay Jaykar Hai,
Shree Diggy Wale Baba Dev Nirale,
Teri Mahima Aparampar ॥

श्री डिग्गी वाले बाबा देव निराले, तेरी महिमा अपरम्पार है - भजन हिन्दी में पढ़ें

श्री डिग्गी वाले बाबा देव निराले, तेरी महिमा अपरम्पार है, रामधुन गाए सिंदूर सजाये, चहूं ओर तेरी जय जयकार है, श्री डिग्गी वालें बाबा देव निराले, तेरी महिमा अपरम्पार है ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP