Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Teri Jay Ho Jay Ho Jay Gauri Lal (तेरी जय हों जय हों, जय गोरी लाल - भजन)


Teri Jay Ho Jay Ho Jay Gauri Lal
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥
Doha- Hai Jag Data Biswa Bidhata,
Hai Ganapati Ji Maharaj,
Hai Shiv Sut Gauri Ke Laala,
Mere Puran Kariye Kaaj ॥

Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal,
Puju Tera Naam,
Karo Sabako Nihal,
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

Paan Phool Chadhe Chadhata Hai Meva,
Sara Jagat Teri Karata Hai Seva,
Bhog Lagaun,
Lekar Ladduon Ka Thaal,
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

Ganapat Mere Kaaj Sawaro,
Bhari Sabha Mein Aan Padhaaro,
Bhakton Ko Kar Deta tu Malamal,
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

‘Raju’ Bhi Haripuriya Aaye,
‘Shubham Tilakadhari’ Gun Gaye,
Sare Hi Deta Hai Sankat Tu Taal,
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal,
Puju Tera Naam,
Karo Sabako Nihal,
Teri Jay Ho Jay Ho,
Jay Gauri Laal ॥

तेरी जय हों जय हों, जय गोरी लाल - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी जय हों जय हों, जय गोरी लाल, पूजू तेरा नाम, करो सबको निहाल, तेरी जय हों जय हों, जय गोरी लाल ॥
Read Also

Bhajan Diwali Lakshmi Ganesh Puja BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Ayodhya Wasi Ram

Ayodhyawasi Ram, Dasharath Nandan Ram, Janaki Jeevan Ram

Ram Bhajan - Jag Gayi, Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Ram Ji Ka Aagman Ayodhya Saari Saj Gayi, Jag Gayi Jag Gayi, Ram Jyoti Jag Gayi

Kanha Teri Kabse Baat Niharun

Kanha Teri Kabse, Baat Niharun, Baat Niharu Tujhe, Pal Pal Pukarun ॥ Bandh Li Kanha Tose

Ram Raj Fir Se Aayil Ba

Ram Mandir Mein Ayile,Ram Raaj Ab Phir Se Aail Ba, Kab Se Lagal Aas Purail, Sab Jan Ke Manava Harasail

Rakh Laaj Meri Ganpati

Rakh Laaj Meri Ganpati, Apni Sharan Mein Lijiye । Kar Aaj Mangal Ganpati, Apni Kripa Ab Kijiye..

Meri Puja Ko Safal Banao

Meri Puja Ko Safal Banao, Tum Banao, Ganraj Gajanan Aao, Ganraj Gajanan Aao ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP