Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana (टूटी झोपड़िया मेरी माँ - भजन)


Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana
Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।
Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye
Main Kirtan Karvau Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Chola Chadhaye
Main Chunri Chadau Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Haar Pahanaye
Main Phullo Ki Maala Pahanau Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Payal Pahanaye
Main Bichhue Pahanau Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Meva Khilaye
Main Halwa Khilau Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Langar Lagave
Mai Kanya Jimaun Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Bade Bade Log Maiya Gadiya Mein Aaen
Mai Paidal Aaun Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

Tuti Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।

* Chhoti Si Jhupdiya Meri Maan,
Garib Ghar Aa Jana ।
** Kuch Gayko Ne Is Bhajan Ko Is Antra Ke Sath Bhi Gaya Hai ।

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

टूटी झोपड़िया मेरी माँ - भजन हिन्दी में पढ़ें

टूटी झोपड़िया मेरी माँ, गरीब घर आ जाना । बड़े बड़े लोग मैया जागरण कराये
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan

Other Popular Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana Video

Choti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana By Meenakshi Mukesh

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chhoti Si Meri Parvati

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se..

Ek Din Maiya Parvati Bhole Se Lagi Kehne

Ek Din Maiya Parvati, Bhole Se Lagi Kehne, Mujhko Bhi Ghadava Do Mere Swami, Sone Ke Gahane ॥

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Har Har Shambhu

Har Har Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva, Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva..

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun

Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye

Kitna Roi Parvati, Shivnath Ke Liye, Main To Pran Bhi Taj Dungi, Bholenath Ke Liye, Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP