पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Veer Bajrangbali Mujhe Tera Hi Sahara Hai (वीर बजरंगबली, मुझे तेरा सहारा है - भजन)


Veer Bajrangbali Mujhe Tera Hi Sahara Hai
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai,
Maa Anjani Ke Laal,
Tune Laakhon Ko Tara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥
Shree Ram Ke Karaj Hit,
Tumne Avatar Liya,
Lanka Mein Ja Kar Ke,
Devon Ka Udhar Kiya,
Mahavir Teri Mahima,
Mahavir Teri Mahima,
Jane Jag Sara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥

Tum Daya Ke Sagar Ho,
Dinana Hitakari Ho,
Kitne Hi Bhakto Ki,
Vipdaye Tari Hai,
Asi Kya Bhul Hue,
Baba Asi Kya Bhul Huye,
Mujhko Hi Visara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥

Sankat Mochan Mere,
Sankat Sab Door Karo,
Mujhe Apana Daas Samajh,
Mere Sir Par Haath Dharo,
Jab Koi Bhid Padi,
Baba Jab Koi Bhid Padi,
Tumako Hi Pukaara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥

Darshan Ki Aas Liye,
Teri Sharan Mein Aaya Hun,
Baba Kabhi To Darash Doge,
Yahi Aasha Laaya Hoon,
‘Taraachand’ Bhi Gaye,
Baba ‘Taraachand’ Bhi Gaye,
Gunagaan Tumhaara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥

Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai,
Maa Anjani Ke Laal,
Tune Laakhon Ko Tara Hai,
Veer Bajarangabali,
Mujhe Tera Sahara Hai ॥

वीर बजरंगबली, मुझे तेरा सहारा है - भजन हिन्दी में पढ़ें

वीर बजरंगबली, मुझे तेरा सहारा है, माँ अंजनी के लाल, तूने लाखों को तारा है, वीर बजरंगबलि, मुझे तेरा सहारा है ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP