Arji Sunkar Meri Maiya Ghar Mein Mere Aayi (अर्जी सुनकर मेरी मैया, घर में मेरे आई - भजन)


Arji Sunkar Meri Maiya,
Ghar Mein Mere Aayi,
Jhoom Jhoom Ke Nachoon Main to,
Baaton Aaj Badhai,
Naachon Jhoom Jhoom Ke,
Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥
Sabse Pahale Maiya Rani,
Ke Main Charan Dhulaoon,
Maan Ke Paavon Ke Kumkum Ko,
Mathe Apne Lagaoon,
Dekh Dekh Ke Jagdambe Ko,
Akhiyan Bhar Bhar Aai,
Jhoom Jhoom Ke Naachoon Main to,
Baatoon Aaj Badhai,
Naachoon Jhoom Jhoom Ke,
Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥

Bin Darshan Ke Maiya Mera,
Jeevan Tha Adhura,
Tere Aane Se Meri Maiya,
Sapna Hua Hai Poora,
Apne Gale Lagakar Mujhko,
Kirapa Hai Barsai,
Jhoom Jhoom Ke Naachoon Main to,
Baatoon Aaj Badhai,
Naachoon Jhoom Jhoom Ke,
Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥

Chhappan Bhog Chhattiso Meva,
Haathon Se Khilaoon,
Mehandi Lagaoo Chunadi Odhaoon,
Tera Laad Ladaoon,
‘Shyam’ Kahe Ichchha Hui Poori,
Maan Meri Manchahi,
Jhoom Jhoom Ke Naachoon Main to,
Baatoon Aaj Badhai,
Naachoon Jhoom Jhoom Ke,
Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥

Arji Sunkar Meri Maiya,
Ghar Mein Mere Aayi,
Jhoom Jhoom Ke Naachoon Main to,
Baatoon Aaj Badhai,
Naachoon Jhoom Jhoom Ke,
Gaoon Jhoom Jhoom Ke ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
Navratri 2025 Dates
Date Tithi Navratri Devi Name Color
22 September Partipada Ghatasthapana, Mata Shailputri Puja, Agrasen Jayanti White
23 September Dwitiya Mata Brahmacharini Puja Red
24 September Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Sindoor Tritiya Royal Blue
25 September Tritiya - Yellow
26 September Chaturthi Mata Kushmanda Puja, Lalita Panchami Green
27 September Panchami Mata Skanda Mata Puja | Durga Puja (Bilva Nimantran) Grey
28 September Sashti Mata Katyayani Puja | Durga Puja (Kalparambha, Akal Bodhon) Orange
29 September Saptami Mata Kalaratri Puja, Saraswati Awahan | Durga Puja (Navpatrika Puja, Kalabou Puja) Peacock Green
30 September Ashtami Mata Maha Gauri Puja, Saraswati Puja | Durga Puja (Durga Ashtami, Kumari Puja, Sandhi Puja) Pink
1 October Navami Mata Siddhidatri Puja | Durga Puja (Maha Navami, Durga Balidan, Navami Homa) -
2 October Dashami Vijayadashami, Navratri Vrat Ends | Durga Puja (Durga Visarjan, Sindoor Utsav) -
अर्जी सुनकर मेरी मैया, घर में मेरे आई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अर्जी सुनकर मेरी मैया, घर में मेरे आई, झूम झूम के नाचूं मैं तो, बाटूँ आज बधाई, नाचूँ झूम झूम के, गाऊं झूम झूम के ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Uche Parvat Gufa Nyari Jithe Maa Bhawan Bana Baithi

Unche, Parvat, Gupha Nyaari, Jahaan Maan, Bhavan Bana Baithi ॥

Bolo Jay Jaikare

Unche Unche Bhawanon Baithi Rup Anekon Dhare, Charan Chakari Kar Lo Bhaiya, Ho Jae Vare Nyare,
Bolo Jay Jaikare, Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa, Tumko Bulaya Hai Maa, Ye Baat Do Bata Do, Ye Bata Do Puja Main Koi, Kami To Nahi Kami To Nahi, Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Is Dharti Par Swarg Se Sundar Hai Tera Darbar

Is Dharti Par Swarg Se Sundar, Hai Tera Darbar, Hum Par Rahe Barsata Yun Hi, Sada Tumhara Pyar,
Tumhara Pyar Na Ruthe, Tera Darwar Na Chute, Maa Tumhara Pyar Na Ruthe, Meri Parivar Na Tute ॥

Ambe Charan Kamal Hain Tere

Ambe Charan Kamal Hai Tere, Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke, Nisdin Dete Phere