Ayodhya Nath Se Jakar Pawansut Hal Kah Dena (अयोध्या नाथ से जाकर पवनसुत हाल कह देना - भजन)


Ayodhya Nath Se Jakar Pawansut Hal Kah Dena,
Tumhari Ladli Sita Hui Behal Kah Dena ।
Jab Se Lanka Mein Aai Nahin Shringaar Hai Kinha,
Nahin Bandhe Abhi Tak Khule Hai Baal Kah Dena ।
॥ Ayodhya Nath Se Jakar… ॥

Yahan Ravan Sada Dhamki Mujhe Talvaar Ki Deta,
Karo Talvaar Ke Tukde Ye Anjanilal Kah Dena ।
॥ Ayodhya Nath Se Jakar… ॥

Anguthi Ram Ko Dekar Sunana Haal Sab Dil Ka,
Bhule Ram Sita Ko Ye Anjanilal Kah Dena ।
॥ Ayodhya Nath Se Jakar… ॥

Agar Ek Mans Ke Andar, Mere Ram Na Aaye,
To Sita Ram Na Paye Ye Anjanilal Kah Dena ।

Ayodhya Nath Se Jakar Pawansut Hal Kah Dena,
Tumhari Ladli Sita Hui Behal Kah Dena ।
अयोध्या नाथ से जाकर पवनसुत हाल कह देना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अयोध्या नाथ से जाकर पवनसुत हाल कह देना, तुम्हारी लाड़ली सीता हुई बेहाल कह देना ।
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanManisha Shastri Bhajan

Other Popular Ayodhya Nath Se Jakar Pawansut Hal Kah Dena Video

Bhajan: Ayodhya Nath Se Jakar With Different Lyrics

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Chhoti Si Kishori More Angana Me Dole Re

Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Pao Me Payaliya Baje, Jhoom Jhooma Jhoom Bole Re

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya, Mai Sidhi Meri Sidhi Re Dagariya, Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya ॥