Dadi Itni Kirpa Kariye (दादी इतनी किरपा करिये: भजन)


Dadi Itni Kirpa Kariye,
Dar Te Aavta Rava,
Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥
Thodo Thodo Devo Dado Baar Baar Aavega,
Daadi Tane Meetha Meetha Bhajan Sunva Ga,
Maahari Jholi Itni Bhariye Main Bhi Bhaant Ta Raha,
Main to Thare Darbar Se Maan Maang Ta Raha ॥

Ek Baar Mein Devo Daato Aan Ko Ni Paava Ga,
Moh Maya Ke Jaal Mein Maan Main Bhi Phas Jaava Ga,
Shubham Roopam Ne Bhi Haazari Lagaavta Raha,
Main to Thare Darbar Se Maan Maang Ta Raha ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
दादी इतनी किरपा करिये: भजन - हिन्दी में पढ़ें
दादी इतनी किरपा करिये, दर ते आवता रवा, मैं तो थारे दरबार से मांगता रहा ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Nirdhan Kahe Dhanwan Sukhi

Deen Kahe Dhanwan Sukhi, Dhanwan Kahe Sukh Raja Ko Bhari । Raja Kahe Maharaja Sukhi

Haare Ka Sahara Baba Shyam Hamara

Japta Phirun Main Naam Tumhara, Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara, Teri Soni Surat Pe Dil Hun Main Hara, Hare Ka Shahara Baba Shyam Hamara ॥

Apne Lala Ki Sun Lo Shikayat Jo Batane Ke Kabil Nahin Hai

Apne Lala Ki Sun Lo Shikayat, Jo Batane Ke Kabil Nahin Hai, Wo Jo Deta Hai Dard Ye Dil Ko, Wo Dikhane Ke Kabil Nahi Hai, Apne Lala Ki Sun Lo Shikayat, Jo Batane Ke Kabil Nahin Hai ॥

Shrinath Banke Dinanath Banake Chale Aana Prabhuji Chane Aana

Shrinath Banke Dinanath Banake, Chale Aana Prabhuji Chane Aana ॥

Aata Raha Hai Sanwara Aata Hi Rahega

Aata Raha Hai Sanwara, Aata Hi Rahega, Deenon Ki Laaj Shyam, Deenon Ki Laaj Shyam, Bachata Hi Rahega, Aata Raha Hai Sanwara, Aata Hi Rahega ॥