Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo (गजानंद बेगा आओ, साथ रिद्धि सिद्धि ने ल्याओ: भजन)


Aao Gajanand Pyara,
Bega Padharo Ganpati Ji,
Dundala, Sundala,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥
Shubh Labh the Sabne Baanton,
Bhandara Mein Thake Kahe Ko Ghaton,
Sabse Pahle Thaane Manaava Ganpati Ji,
Dundala, Sundala,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Mahima Nirali Deva Thaaki Gajanand,
Riddhi Siddhi Pati Poorn Bramhanand,
Modak Ko the Bhog Lagao Ganpati Ji,
Dundala, Sundala,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Mata Pita Chhe Thaaka Gauri Shankar,
Ja Ka Gala Mein Sohe Naag Bhayankar,
Ganga Ja Ke Sar Pe Viraje Ganpati Ji,
Dundala, Sundala,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aao Gajanand Pyara,
Bega Padharo Ganpati Ji,
Dundala, Sundala,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao,
Gajanand Bega Aao,
Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥
गजानंद बेगा आओ, साथ रिद्धि सिद्धि ने ल्याओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ गजानंद प्यारा, बेगा पधारो गणपति जी, दुन्दाला, सुंडाला, गजानंद बेगा आओ, साथ रिद्धि सिद्धि ने ल्याओ, गजानन्द बेगा आओ, साथ रिद्धि सिद्धि ने ल्याओ ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maa Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai

Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi, Tu Karunamayi Aur Mamtamayi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

Nis Din Teri Pawan Jyot Jagaaon

Nishdin Teri Paavan, Jyot Jagaoon Main, Mujhko Na Bisraana,, Hey Jagdambe Maan ॥