Haathi Ghoda Pal Ki Jai Kanhaiya Lal Ki (हाथी घोडा पालकी जय कन्हैया लाल की: भजन)


Hathi Ghoda Palki,jai Kanhaiya Lal Ki ॥
Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Nand Ke Anand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Nand Ke Anand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
Hai Braj Mein Anand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
E Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Jay Ho Nandlal Ki Jai Yashoda Lal Ki,
Jay Ho Nandlal Ki Jai Yashoda Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki ॥
Koti Brahmand Ke Adhipati Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Koti Brahmand Ke Adhipati Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
E Gauve Charaane Aayo Jai Yashoda Lal Ki,
Gokul Me Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Gaiya Charaane Aayo Jai Yashoda Lal Ki ॥

Poonam Ki Chandr Jaisi Shobha Hai Gopal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Poonam Ki Chandr Jaisi Shobha Hai Gopal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Hai Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Gokul Me Aanand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki ॥

Bhakt Ke Anand Kand Jai Yashoda Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Bhakt Ke Anand Kand Jai Yashoda Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Gokul Me Aanand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki ॥

Anand Se Bolo Sab Jai Ho Braj Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Anand Se Bolo Jai Ho Braj Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki Jai Kanhaiya Lal Ki,
Jai Ho Braj Lal Ki Jai Ho Pratipaal Ki,
Gokul Me Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Nand Ke Anand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Nand Ke Anand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
Hai Braj Mein Aanand Bhayo Jai Yashoda Lal Ki,
E Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki,
Jai Ho Nandlal Ki Jai Yashoda Lal Ki,
Jai Ho Nandlal Ki Jai Yashoda Lal Ki,
Hathi Ghoda Palki, Jai Kanhaiya Lal Ki ॥
हाथी घोडा पालकी जय कन्हैया लाल की: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्त के आनंद कंद जय यशोदा लाल की, हाथी घोडा पालकी जय कन्हैया लाल की, भक्त के आनंद कंद जय यशोदा लाल की, हाथी घोडा पालकी जय कन्हैया लाल की, गोकुल मे आनंद भयो जय यशोदा लाल की ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam Bhajan

Other Popular Haathi Ghoda Pal Ki Jai Kanhaiya Lal Ki Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne, Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya

Jis Par Ho Hanuman Ki Kripa

Jis Par Ho Hanuman Ki krpa, Taqdir Ka Dhani Wo Nar Hai, Rakhwala Ho Maruti Nandan, Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Bhajan Pawan Sut ka KIjiye, Naam Amrut Ka Pyala Pijiye ॥

Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan

Hey Purushottam Shriram, Karunanidhan Bhagwan ॥

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥