Hum Aaye Hai Tere Dwar Girija Ke Lalna (हम आये है तेरे द्वार, गिरजा के ललना - भजन)


Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna,
Ho Devo Ke Sardar,
Giraja Ke Lalna,
Karane Didar Didar Didar,
Didar Giraja Ke Lalna,
Are De Tali De Tali Naache Re,
Sab Bhakt Tere Angana,
Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥
Lambodar Gajabdan Gajanan,
Lae Khushali,
Mhak Uthe Ban Upban Khetan,
Aae Hariyali,
Are Jhoom Jhoom Ke Bhagta Teri,
Karte Bandana,
Are De Tali De Tali Naache Re,
Sab Bhakt Tere Angana,
Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥

Tija Rahi Upasi Gaura,
Sah Ke Kathin Kalesh,
Lagat Chauth Chanda Ke Naen,
Pooje Gaur Ganesh,
Are Lalan Banake Maha Shakti Ke,
Jhule Jhulana,
Are De Tali De Tali Naache Re,
Sab Bhakt Tere Angana,
Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥

Ghar Ghar Mein Tum Aaye Ganpati,
Ho Rahi Jay Jayakar,
Ye ‘Benaam’ khada Kar Jore,
Le Phoolan Ke Haar,
Apane Is ‘Sandeep’ Ko Ganpati,
Data Na Bhulana,
Are De Tali De Tali Naache Re,
Sab Bhakt Tere Angana,
Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥

Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna,
Ho Devo Ke Sardar,
Giraja Ke Lalna,
Karane Didar Didar Didar,
Didar Giraja Ke Lalna,
Are De Tali De Tali Naache Re,
Sab Bhakt Tere Angana,
Hum Aaye Hai Tere Dwar,
Girija Ke Lalna ॥
हम आये है तेरे द्वार, गिरजा के ललना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम आये है तेरे द्वार, गिरजा के ललना, हो देवो के सरदार, गिरजा के ललना, करने दीदार दीदार दीदार, दीदार गिरजा के ललना, अरे दे ताली दे ताली नाचे रे, सब भक्त तेरे अंगना, हम आये हैं तेरे द्वार, गिरजा के ललना ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।