Jaise Holi Mein Rang Rango Mein Holi (जैसे होली में रंग, रंगो में होली: भजन)


Jese Holi Mein Rang,
Rango Mein Holi,
Wese Kanha Mera,
Main Kanha Ki Ho Li,
Rom Rom Mera,
Kanha Se Bhara,
Ab Kese Mian Khelun Ri,
Ankhmicholi ॥
Main To Kanha Se Milane Akeli Chali,
Sang Sang Mere,
Sare Rang Chale,
Jara Bachake Raho,
Jara Hatake Chalo,
Badi Natakhat Hai,
Nav Rangon Ki Toli ॥

Ab To Tan Maan Pe Shyam Rang Chadha,
Kanchan Ke Tan Ratan Jada,
Banathan Ke Main Baithi,
Dulhan Ki Taraha,
Kanha Leke Chala,
Mere Prem Ki Doli ॥
जैसे होली में रंग, रंगो में होली: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जैसे होली में रंग, रंगो में होली वैसे कान्हा मेरा, मैं कान्हा की हो ली रोम रोम मेरा, कान्हा से भरा अब कैसे में खेलूँ री, आँखमिचोली ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aaise Mere Maan Main Virajiye

Aise Mere Man Mein Virajiye Ki Mai Bhool Jaoon Kaam Dhaam Gaoon Bas Tera Naam |

Aao Ji Aao Maiya Aaj

Aao Ji Aao Maiya, Aaj Mhare Aangne, Bhagat Bulave Thane Aaya Sarsi, Bhagat Bulave Thane Aaya Sarsi, Aao Ji Aao Maiya, Aaj Mhare Aangne ॥

Kabhi Durga Banke Kabhi Kali Banke

Kabhi Durga Banke, Kabhi Kali Banke, Chali Aana, Maiya Ji Chali Aana ॥

Shri Ram Teri Mahima Se

Shri Ram Teri Mahima Se, Kaam Ho Gaya Hai, Mandir Banega Rasta, Aasan Ho Gaya, Shri Ram Teri Mahima Se, Kaam Ho Gaya Hai ॥

Ram Naam Japte Hai Masti Mein Rehte Hain

Ram Naam Japate Hai, Masti Main Rahate Hai, Dev Hai Ye Sabse Nirale, Ise Kahate Hai Bajarangbali, O Bala Ise Kahate Hai Bajarangbala ॥