Karu Vandan Hey Shiv Nandan (करूँ वंदन हे शिव नंदन - भजन)


Karu Vandan Hey Shiv Nandan,
Tere Charanon Ki Dhool Hai Chandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥
Vighn Amangal Teri Krupa Se,
Mitate Hai Gajaraj Ji,
Vishv Vinayak Buddhi Vidhata,
Shree Ganapati Gajraj Ji,
Jab Bhi Maan Se Karun Abhinandan,
Antar Maan Ho Jae Pavan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Karu Vandan Hey Shiv Nandan,
Tere Charanon Ki Dhool Hai Chandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Riddhi Siddhi Ke Sang Tiharo,
Sohe Mus Savari,
Shubh Aur Labh Ke Sang Padharo,
Bhaktan Ke hitakari,
Kato Klesh Kalah Ke bandhan,
Hey Lambodar Hey Jag Vandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Karu Vandan Hey Shiv Nandan,
Tere Charanon Ki Dhool Hai Chandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Devo Mein Hai Pratham Pujya,
Hey Ekadant Shubhakari,
Vandan Kare ‘Devendr’ Umasut,
Par Jaun Balihari,
Karata ‘Kuladeep’ Mahima Mandan,
‘Badal’ Vighneshwar Ka Sumiran,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Karu Vandan Hey Shiv Nandan,
Tere Charanon Ki Dhool Hai Chandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥

Karu Vandan Hey Shiv Nandan,
Tere Charanon Ki Dhool Hai Chandan,
Teri Jay Ho Gajaanan Ji,
Jay Jay Ho Gajanan Ji ॥
करूँ वंदन हे शिव नंदन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
करूँ वंदन हे शिव नंदन, तेरे चरणों की धूल है चन्दन, तेरी जय हो गजानन जी, जय जय हो गजानन जी ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Sanware Data Mere Tera Shukriya Hai

Mujhe Jo Bhi Kuch Mila Hai, Tumne Hi Sab Diya Hai, O Sanware Data Mere, Tera Shukriya Hai...

Main Kitna Adham Hu Ye Tum Hi Jano

Main Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Main Kya Chaahta Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Mai Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hee Jaan ॥

Hey Banke Bihari Girdhari Ho Pyar Tumhare Charno Mein

Hey Banke Bihari Girdhari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein, Natwar Madhusudan Banwari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein...

Tha Bin Dheenanath Aangli Kun Pakadsi Ji

Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Kun Pakadsi Ji Saanwara, Kun Pakadsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Mhaari Peed Haro Ghanshyam Aaj, Thaane Aaya Sarsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji ॥

Itna to Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle

Itna to Karna Swami Jab Pran, Jab Pran Tan Se Nikle Govind Naam Lekar, Phir Pran Tan Se Nikle ॥