Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare (मैं आया हूं तेरे द्वारे, गणराज गजानन प्यारे - भजन)


Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare ॥
Doha – Prathame Gaura Ji Ko Vandana,
Dwitiye Aadi Ganesh,
Trtiye Sumira Maan Sharada,
Mere Kaaraj Karo Hamesh.
Pahale Kise Manaiye,
Aur Kiska Kije Dhyaan,
Maat Pita Guru Aapna,
Sakal Purush Ka Naam ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare,
Meri Naiya Padi Hai Kinare,
O Vighan Vinashan Haare,
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Pratham Manaoon Main Tumhe,
Gauri Putr Ganesh Ji,
Dushto Ka Karte Daman,
Kaato Kathin Kalesh Ji,
Vidya Ka Bhandar Hai,
Maaya Badi Apaar Hai,
Ye Adbhut Avtaar Hai,
Sabka Beda Paar Hai.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Roop Chaturbhuj Hai Tera,
Moorat Badi Vishaal Hai,
Moose Pe Aswar Ho,
Badi Nirali Chaal Hai,
Riddhi Siddhi Seva Kare,
Yogijan Tera Dhyaan Dhare,
Bhakto Uddhar Kare,
Bhavsagar Se Paar Kare.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

‘shivamandal’ Ganaraaj Ka,
Gaata Hardam Geet Hai,
Ichchha Poori Ho Rahi,
Hoti Sada Hi Jeet Hai,
Jeevan Mein Jo Chain Hai,
Ganapati Ji Ki Den Hai,
Apana Banaaya Hai Tujhe,
Khushi Se Chamake Nain Hain.
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware,
Ganaraj Gajanan Pyare,
Meri Naiya Padi Hai Kinare,
O Vighan Vinashan Haare,
Mujhe Kaun Sambhale,
Meri Laaj Bachale,
Mere Man Mohiya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya,
Tera Bas Dhyaan Kiya,
Gajanan Naam Liya ॥
मैं आया हूं तेरे द्वारे, गणराज गजानन प्यारे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं आया हूं तेरे द्वारे, गणराज गजानन प्यारे, मेरी नैया पड़ी है किनारे, ओ विघन विनाशन हारे, मुझे कौन संभाले, मेरी लाज बचाले, मेरे मन मोहिया, तेरा बस ध्यान किया, गजानन नाम लिया, तेरा बस ध्यान किया, गजानन नाम लिया ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..