Main Balak Tu Mata (न्यू- मैं बालक तू माता: भजन)


To Kya Jo Ye
Peeda Ka Parvat
Rasta Rok Ke Khada Hai
Teri Mamta
Jis Ka Bal Vo
Kab Duniya Se Dara Hai
Himmat Main Kyon
Haaroon Maiya
Himmat Main Kyon
Haaroon Maiya
Sar Pe Hath Tera Hai
Teri Lagan Main Magan Main Nachoon
Gaoon Tera Jagrata
Main Balak Tu Mata Sheraan Valiye
Hai Atoot Ye Nata Sheraan Valiye Ho Ho
Main Balak Tu Mata Sheraan Valiye
Hai Atoot Ye Naata Sheraan Valiye

Sheraan Valiye Maan, Pahada Valiye Maan
Jyotan Valiye Maan, Mehra Valiye Maan
Main Balak Tu Mata Sheraan Valiye
Hai Atoot Ye Naata Sheraan Valiye

Bin Bati Bin Diya Tu Kaise
Kante Ghor Andhera
Bin Sooraj Tu Kaise Karde
Antarman Mein Savera

Bin Dhaango Ke Kaise Juda Hai
Bin Dhaango Ke Kaise Juda Hai
Bandhan Tera Mera
Tu Samjhe Ya Main Samjhoon
Koi Aur Samajh Nahin Pata

Main Balak Tu Mata Sheraan Valiye
Hai Atut Ye Nata Sheraan Valiye Ho
Sheraan Valiye Maan, Jyotaan Valiye Maan
Pahada Valiye Maan, Mehra Valiye Maan
Main Balak Tu Mata Sheraan Valiye
Hai Atut Ye Nata Sheraan Valiye
- Jubin Nautiyal
न्यू- मैं बालक तू माता: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तो क्या जो ये पीड़ा का पर्वत, रास्ता रोक के खड़ा है, तेरी ममता जिस का बल वो..
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanJubin Nautiyal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Namaste Sada Vatsale Matruṛbhume

Namaste Sadaa Vatsale Matru Bhoome, Twayaa Hindu Bhoome Sukham Vardhitoham...

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram

Mangal Bhavan Amangal Haari, Drabahusu Dasarath Ajar Bihaari । Ram Siya Ram Siya Ram