Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena (मुझे झुँझनु में अगला जनम देना: भजन)


Meri Bhakti Ke Badle Bachan dena,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥
Roj Mujhe Dar Pe Bulati Rehna,
Haath Mere Sar Pe Phoirati Rehna,
Meri Jholi Main Tu Sewa Ki Dhan Tu Dena,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Mandir Tera Mukti Ka Dham Dadi,
Itna Sa Karna Tu Ehsan Dadi,
Teri Chokhat Pe Jivan Maran Dadi,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Aankhon Se Aansu Barsane Lage Maa,
Sunane Ko Kaan Tarsane Lage Maa,
Mere Bhajanon Mein Itana Vajan Dena,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Jis Chunadi Ka Dev Gunagan Karate,
Jhuk Jhuk ‘Banawari’ Jise Pranam Karate,
Eske Aanchal Main Mujhko Saran Dena,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Meri Bhakti Ke Badle Bachan dena,
Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥
मुझे झुँझनु में अगला जनम देना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी भक्ति के बदले वचन देना, मुझे झुँझनु में अगला जनम देना ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Aaye Hain Din Sawan Ke

Aaye Hai Din Saavan Ke, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Shiv Ko Kavad Chadhavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Hamare Sath Shri Mahakal To Kis Baat Ki Chinta

Hamare Sath Shri Mahakal, To Kis Baat Ki Chinta, Sharan Mein Rakh Diya Jab Maath, To Kis Baat Ki Chinta...

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo Aughardani

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo, Aughardani Tripurari Balihari - Balihari - Jay Mahesh Balihari ॥

Bhole Aisi Bhang Pila De Jo Tan Man Me Ram Jaye

Bhole Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye, Tan Man Mein Ram Jaye Bhole, Rom Rom Bas Jaye, Koi Lakh Jatan Kar Haare, Utre Na Utraye, Bholen Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye ॥