Parivar Mera Maiya Karta Hai Teri Bhakti (परिवार मेरा मैया, करता है तेरी भक्ति: भजन)


Parivar Mera Maiya,
Karta Hai Teri Bhakti,
Bhakti Se Sada Milti,
Tere Bhakton Ko Maan Shakti ॥Ichchha Se Maiya Teri,
Hota Yahan Savera,
Hum Sabke Man Mein Maiya,
Tera Hi Hai Basera,
Tera Hi Hai Basera,
Charnon Mein Maiya Tere,
Khushiyan Hain Humko Milti,
Bhakti Se Sada Milti,
Tere Bhakton Ko Maan Shakti ॥

Darshan Ko Tere Maiya,
Tarsen Hamare Naina,
Paake Darsh Ko Tere,
Milega Humko Chaina,
Milega Humko Chaina,
Akhiyan Hamari Maiya,
Tera Intezar Kartin,
Bhakti Se Sada Milti,
Tere Bhakton Ko Maan Shakti ॥

Parivar Mera Maiya,
Karta Hai Teri Bhakti,
Bhakti Se Sada Milti,
Tere Bhakton Ko Maan Shakti ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
परिवार मेरा मैया, करता है तेरी भक्ति: भजन - हिन्दी में पढ़ें
परिवार मेरा मैया, करता है तेरी भक्ति, भक्ति से सदा मिलती, तेरे भक्तों को माँ शक्ति ॥
Bhajan Maan Shakti BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II