Radha Kon Se Punya Kiye Tune (राधा कौन से पुण्य किये तूने - भजन)


Radha Kaun Se Puny Kiye Tune,
Jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥
Radha Jab Solah Shringar Kare,
Prabh Darpan Aap Dikhate Hai,
radha Kaun Se Puny Kiye Tune,
jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥

Radha Jab Panghat Pe Jave,
Prabhu Matki Aap Uthate Hai,
radha Kaun Se Punya Kiye Tune,
jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥

Radha Jab Bhog Taiyyar Kare,
Hari Aakar Bhog Lagate Hai,
radha Kaun Se Puny Kiye Tune,
jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥

Radha Jab Kunjan Me Jaave,
Prabhu Aakar Raas Rachate Hai,
radha Kaun Se Puny Kiye Tune,
jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥

Radha Kaun Se Puny Kiye Tune,
Jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥
राधा कौन से पुण्य किये तूने - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राधा कौन से पुण्य किये तूने, जो हरि रोज तेरे घर आते हैं ॥ राधा जब सोलह शृंगार करे,...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Radha Kon Se Punya Kiye Tune Video

Radha Kon Se Punya Kiye Tune By Anuradha Paudwal

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re