Rajiv Lochan Ram Aaj Apne Ghar Aaye (राजीव लोचन राम, आज अपने घर आए: भजन)


Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye,
Kan Kan Pulakit,
Purjan Harshit,
Nagar Gao Sab Bajan Badhai,
Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye ॥
Gavahi Kinnar Naag Baduti,
Baar Baar Kusumanjali Chhuti,
He Gag Paavan,
Muni Maan Bhaavan,
Aru Shobha Gun Barani Na Jaye,
Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Sundar Shobha Shree Raghuvar Ki,
Jhanki Bani Hai Kanak Bhavan Ki,
Suchisar Sundar,
Nity Magan Jan,
Machal Machal Sab Vidhi Gun Gaye,
Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Harshit Jah Tah Dai Dasi,
Aanand Magan Sakal Pur Vasi,
Liye Aarati Mangal Aarati,
Kanak Basan Upathaal Suhae,
Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye,
Kan Kan Pulakit,
Purjan Harshit,
Nagar Gao Sab Bajan Badhai,
Rajeev Lochan Ram,
Aaj Apne Ghar Aaye ॥
राजीव लोचन राम, आज अपने घर आए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राजीव लोचन राम, आज अपने घर आए, कण कण पुलकित, पुरजन हर्षित, नगर गाँव सब बजत बधाई, राजीव लोंचन राम, आज अपने घर आए ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bansi Bajake Meri Nindiya Churayi

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churayi, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai..

Dar Pe Tumhare Saware

Dar Pe Tumhare Sanware, Sar Ko Jhuka Diya, Mainne Tumhari Yaad Mein, Khud Ko Mita Diya, Dar Pe Tumhare Sanware, Sar Ko Jhuka Diya ॥

Kalyug Ka Dev Nirala Mera Shyam Hai Khatu Wala

Kalyug Ka Dev Nirala, Mera Shyam Hai Khatu Wala, Kadam Kadam Par Raksha Karta, Bhakto Ka Rakhwala Re, Kalyug Ka Denv Nirala, Mera Shyam Hai Khatu Wala ॥

Hey Girdhar Gopaal Laal Tu Aaja More Angana

Hey Girdhar Gopal Laal Tu, Aaja More Aangna, Makhan Mishri Tane Khilaun, Aur Jhulaun Palna...