Ram Ka Rat Jaga, Rat Jaga Ram Ka (राम भजन - राम का रत जगा, रत जगा राम का)


Aao Mata Bahano Ram Priya Jan Jan
Prabhuji Ka Ho Raha Hriday Hriday Aagaman
Gao Badhai Shubh Ghadi Aayi
Palan Palan Nisadin Ho Raha Sumiran
Ek Hi Naam Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Raam Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Ram Ka

Gale Mil Khil Khil Taal Taath Raag Me
Kan Kan Jhoom Raha Ram Anurag Me
Pataal Dharti Gagan Huye Ram Me Magan
Dhons Taashe Chimte Ghanghor Baaje Ghan Ghan
Dhan Dhan Vasudha Ka Bhaag Jaga

Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Raam Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Ram Ka

Aao Mata Bahano Ram Priya Jan Jan
Prabhuji Ka Ho Raha Hriday Hriday Aagaman
Gao Badhai Shubh Ghadi Aayi
Palan Palan Nisadin Ho Raha Sumiran
Ek Hi Naam Ka

Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Raam Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Ram Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Raam Ka
Ram Ka Rat Jaga
Rat Jaga Ram Ka
राम भजन - राम का रत जगा, रत जगा राम का - हिन्दी में पढ़ें
राम का रत जगा, रत जगा राम का, गाओ बधाई शुभ घडी आयी, पलं पलं निसदिन हो राहा सुमिरन..
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Sada Suhagan Nari Ka Ye Vrat Hai Bada Mahan

Sada Suhagan Naari Ka Yeh Vrat Hai Bada Mahan, Is Vrat Se Hi Pati Vrata Naari Ki Hai Pahchan, Karva Chauth Karva Chauth...

Namami Radhe Namami Krishnam

He Bhaktavrndon Ke Pran Pyare, Namami Radhe Namami Krishnam, Tumhi Ho Mata Pita Hamare...

Darsh Kara De Mere Sanware Mhare Naina Huye Baware

Darsh Kara De Mere Sanware, Mhare Naina Hue Baware, Thara Kuch Bhi Na Lage, Thaare Bin Ji Na Lage, Darsh Kara De Mere Sanware, Mhare Naina Hue Baware ॥