Ram Nam Japte Raho, Jab Tak Ghat Ghat Me Ram (राम नाम जपते रहो, जब तक घट घट मे प्राण)


Ram Naam Japte Raho,
Jab Tak Ghat Ghat Me Pran ।
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥
Ram Ki Mahima Ka,
Koi Aar Na Koi Paar Re ।
Lakh Jatan Kiye,
Phir Bhi Na Samajh Sansar Re ।
Ram Ke Charanon Mein Mile,
Is Jag Ke Sare Dham ।
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥

Tan Mein, Man Mein, Aur Hriday Mein,
Ram Ka Gungan Ho ।
Har Ghadi, Har Pal, Har Kshan,
Ram Ka Hi Dhyan Ho ।
Ram Mein Hi Magn Rahe,
Bhakti Ho Subah Sham ।
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥

Ram Naam Japte Raho,
Jab Tak Ghat Ghat Me Pran ।
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥

Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥
Ram Bhajo, Ram Rato,
Ram Sadho, Ram Ram ॥
राम नाम जपते रहो, जब तक घट घट मे प्राण - हिन्दी में पढ़ें
राम नाम जपते रहो, जब तक घट घट मे प्राण । राम भजो, राम रटो..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanAjay Kapil Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।