Teri Murli Ki Main Huun Gulaam Mere Albele Shyam (तेरी मुरली की मैं हूँ गुलाम - भजन)


Teri Murli Ki Main Hoon Gulam, Mere Albele Shyam ।
Albele Shyam Mere Matwale Shyam ॥
Ghar Baar Chhoda Sab Teri Lagan Mein,
Banwari Bhi Dolun Brij Ki Galin Mein ।
Mere Swanso Ki Mala Tere Naam, Mere Albele Shyam ॥

Sanware Salone Yahi Vinti Hamari,
Kardo Krpa Main Hoon Dasi Tumhari ।
Teri Seva Karoon Aathon Yaam, Mere Albele Shyam ॥

Jab Se Ladi Nigodi Tere Sang Akhiyan,
Chain Nahin, Din Main Katoon Ro Ro Ke Ratiyan ।
Tune Kaisa Diya Yah Inam, Mere Albele Shyam ॥

Aaungi Milan Ko Tumse Kar Ke Bahane,
Saans Roothe, Jethani Mare So So Tane ।
Hoon Ghar Ghar Mein Main to Badnam, Mere Albele Shyam ॥

Teri Murli Ki Main Hoon Gulam, Mere Albele Shyam ।
Albele Shyam Mere Matwale Shyam ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
तेरी मुरली की मैं हूँ गुलाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी मुरली की मैं हूँ गुलाम, मेरे अलबेले श्याम। अलबेले श्याम मेरे मतवाले श्याम॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanNikunj Kamra Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥