Ud Ud Ja Re Panchhi (उड़ उड़ जा रे पंछी: भजन)


Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Kahiyo Tera Laal,
Kahiyo Tera Laal,
Kahiyo Tera Laal,
Teri Yaad Kare,
Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi ॥
Unche Parvato Pe Dekho,
Maiya Ji Biraji Hai,
Vaishno Devi Kahake,
Duniya Bulati Hai,
Sherawali Kahake Sari,
Duniya Bulati Hai,
Mere Maan Ki Baten Sari,
Mere Maan Ki Baten,
Mere Maan Ki Baten Sari,
Mere Maan Ki Baten,
Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi ॥

Maan Ka Bhawan Jab Tera,
Najdeek Ayega,
Maa Se Milne Ka Anad,
Badta Hi Jayega,
Maiya Ji Ke Paas Meri,
Maiya Ji Ke Paas,
Maiya Ji Ke Paas Meri,
Arzi Lagiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi ॥

Darshan Maa Ka Jab,
Nain Tere Paenge,
Ek Saath Kae Janmon Ke,
Paap Dhul Jayenge,
Maiya Ke Charan Mein ‘Gopi’,
Maiya Ke Charaon Mein,
Maiya Ke Charan Mein ‘Gopi’,
Lot Lot Jalae Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi ॥

Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Kahiyo Tera Laal,
Kahiyo Tera Laal,
Kahiyo Tera Laal,
Teri Yaad Kare,
Ud Ud Ja Re Panchhi,
Maiya Se Kahiyo Re,
Ud Ud Ja Re Panchhi ॥
उड़ उड़ जा रे पंछी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
उड़ उड़ जा रे पंछी, मैया से कहियो रे, कहियो तेरा लाल, कहियो तेरा लाल, कहियो तेरा लाल, तेरी याद करे, उड़ उड़ जा रे पँछी, मैया से कहियो रे, उड़ उड़ जा रे पँछी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Chhoti Si Kishori More Angana Me Dole Re

Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Pao Me Payaliya Baje, Jhoom Jhooma Jhoom Bole Re

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya, Mai Sidhi Meri Sidhi Re Dagariya, Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya ॥