Unche Unche Parvat Pe Sharda Maa Ka Dera Hai (ऊँचे ऊँचे पर्वत पे, शारदा माँ का डेरा है: भजन)


Unche Unche Parvat Pe,
Sharda Maa Ka Dera Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai,
Unche Unche Parvat Pe,
Maiya Ka Baseara Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai ॥
Apni Sari Jindegi,
Hamne Tere Naam Kar Di,
Khusiyan Ya Gum Dena,
Ambe Maa Teri Marji,
Tu Jo chaahe hove Shaam,
Chahe To Sawera Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai ॥

Surat Naino Mein Basa,
Akhiyan Mein Band Kar Lun,
Devi Maiya Tujhse,
Baten Main Chand Kar Lun,
Dekhun Tujhe Ji Bharke,
Yahi Khwab Mera Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai ॥

Raate Raate Jo Aate,
Muskan Le Jate Hai,
Khoya Jo Jeevan Main,
Sukh Sare Pate Hai,
Kate Teri Krupa Se Maa,
Dukho Ka Ye Ghera Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai ॥

Unche Unche Parvat Pe,
Sharda Maa Ka Dera Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai,
Unche Unche Parvat Pe,
Maiya Ka Baseara Hai,
Matlab Ki duniya Main,
Sachha Prem Tera Hai ॥
ऊँचे ऊँचे पर्वत पे, शारदा माँ का डेरा है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऊँचे ऊँचे पर्वत पे, शारदा माँ का डेरा है, मतलब की दुनिया में, सच्चा प्रेम तेरा है, ऊंचे ऊंचे पर्वत पे, मैया का बसेरा है, मतलब की दुनिया में, सच्चा प्रेम तेरा है ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr